Saanson Kee Mala

Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam

apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki
Raam

Aaa

Yehi meri bandagi hai yehi meri pooja sanson ki
mala pe simruuN main pee ka naam
Aaa
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Ek ka sajan mandir maiN ek ka preetam masjid
maiN aur mein sanson ki mala pe simruuN main
pee ka naam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Papeehay oh papeehay tu yeh kiyoon aanso
bahaata hai zubaan pe teri pee pee kis liyeh reh
reh ke aata hai sadaye dard o gham kiyoon
ddardmandoon ko sunata hai jo khudhi jal raha
hoon aur kiyoon us ko jalaata hai
Kaatoon tori choonch paheeha raam daroon pe
loon mein pee ki aur pee mora tu pee kahay hai
kaun
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Aaa sanson ki mala pe simruuN main pee ka
naam
Her qismat ke haath hein kiss bandhan ki laaj
mein ne tou bandhan likh diya sawarya ke naam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Aaa sanson ki mala pe simruuN main pee ka
naam
Mein pee ki morat ko poojoon mein pee ki suurat
ko poojon
Her dam... sanson ki mala pe simruuN main pee
ka naam Aaa... Saanson ki mala pe simruuN
main pee ka naam
Pe ke naam kahoon mein pujari naam pee ka her
saans mein wari simroon mein pee ka naam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
hum aur nahi kacho kaam ke matware pee ke
naam ke
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Aaa sanson ki mala pe simruuN main pee ka
naam
Sajni baati kab likhoon jo preetam ho pardes tan
mein mun mein piya basay bhejon kisay sandes
mein
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Her her mein hai her basay, her her ko her hai
her ki aas her ko her her dhoond phiri, aur her
hai more paas
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Vocables sanson ki mala pe simruuN main pee
ka naam
Deen dharam sub choor ke mein to pee ki dhun
mein sud bud khoyi chit jaaon gun pee pee ke
gaaon aur nahi koi doja kaam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Sa re re ga sa re ga re re re ga sa pa ma ma ga
ga re re re sa sa pa ma re re re ma ga...
Vocables (9: 40)
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
apne mun ki mein jaanon aur pee ke mun ki
raam

Prem ke rung mein aisee doobi, bun gaya aik hee
roop prem ki mala japte japte aap bani mei
shyaam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
prem ki mala japte japte aap bani mei shyaam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Prem ke rung mein aisee doobi prem ke rung
mein aisee doobi prem ke rung mein aisee doobi
prem ke rung mein aisee doobi
Aisee dobi prem ke rung mein
Aa piya in nainan mein jo pankh daanp ohe nu na
mein dekhon ghair ko na tohay dekhan doon
Aise doobi prem ke rung mein
Preetam hum tum aik hein, jo kehen sunan mein
do hum tum aik hein preetam hum tum aik hein
Mun ko mun se toliyah aur to mun qubool na ho
Aise doobi prem ke rung mein
Preetam tumre sung hai apna raaj suhaag tum
naahi to kacho nahi tum mile to jaage bhaag
Aise doobi prem ke rung mein
Augan pooja paat tajay aur laga prem ka roug
preetam ka bus dheyan rahay yehi hai apna joob
Aise doobi prem ke rung mein
Haath churawat jaat ho, jo nirmil jaan ke mohe
hirde mein se jaawat ho tab mein jaanon tohe
Aise doobi prem ke rung mein
Vocables...
Aise doobi prem ke rung mein (15: 00)
Vocables...
Doobi doobi doobi aise doobi prem ke rung mein
Her dam dekho mora peharwa sadarahat more
ghar naahi ander baahir aap wohi hai mein
naahen mein naaheen
Aise doobi prem ke rung mein
Joganya ka bhes bana ke pee ko dhondan jaaon
ree nagri nagri dwaare dwaare pee ki shabad
sunaon gi taras bikhari jag mein ho ke darshan
bhichya paaon gi tan mun un per waroon pee ki
joganya kehlaoon ree
Aise doobi prem ke rung mein
Prem ke rung mein aise dobi bun gaya aik he
roop prem ki maala japte japte aap bani mein
shayaam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
prem ke rung mein aise dobi bun gaya aik he
roop
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Preetam ka kuch dosh nahi hai, wo to hai nirdosh
apne aap se baatein ker ke hoo gayi mein
badnaam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
apne aap se baatein ker ke hoo gayi mein
badnaam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Prem piyala jab se piya hai, jee ka hai yeh haal
deedar pe neend aa jaye kaanton pe aaram
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
23: 00
Jeevan ka sanghar hai preetam, maang ka hai
sandoor preetam ki nazroon se gir ker jeena hai
kiss kaam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
preetam ki nazroon se gir ker jeena hai kiss
kaam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Vocables...
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
27: 30
Sa re ga re da re sa...
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki
Raam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki
Raam...
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
simroon mein pee ka naam simron mein pe ka
naam simroon mei pee ka naam.

Credits
Writer(s): Nusrat Fateh Ali Khan, Farrukh Ali Khan, Tufail Hushiarpure
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link