Ab Ke Saal Poonam Mein

andhairi raat ha sayaa to ho nhe sakta
ye kon ha jo mere sath sath chlta ha

tark e taluqat ko ik lamha chahye
lakin tamam umer mjy sochna pra

ab k saal poonam mai jab to aye ge milny
hm nay sooch rkha ha raat you guzarain gay

dharknai bicha dain gay shookh tere kadmo mai
hm nigaho se tere ariti utarain gay

to k aj qatil ha phr b rahat e dil ha
zehar ki nadi ha to phr b qeemti ha to

past hoslay walay tera sath kia dain gay
zindagi idr aja hm tjhy guzarain gay

ahini klaijay ko zakhm ki zrorat ha
unglio se jo tapkay us laho ki hajat ha

ap zulf e jana k khum snwariye sahib
zindagi ki zulfo ko ap kia snwarain gay

hm to waqt hain pal hain
taiz gaam gharia hain
beqarar lamhay hain
betakan sadia hain

koi sath mai apny aye ya nhe aye
jo milay ga rasty mai hum usy pukarain gay



Credits
Writer(s): Maqbool Ahmed Sabri
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link