Dil Mein Tum
Ohhhh
Meri jaan
Meri jahaan
Mai jaan e jahaan
Tum ho jawan meri jaan e jahan, hai yeh zindagi hanseen
Zindagi ka hai nishaan meri jaan, aye jaan e jaan
Tu hai bandagi meri, main hon zindagi teri
Ker sakhay gi na juda hum ko duniya kabhi
Zindagi, meri zindagi
Teri aankhon ka ishara kitna dilkash piyaara piyaar
Teri baahon ka sahara mil gaya
Teri ankhiyon ki dori, mai hoon chanda tu chakori
Teri nazron ka jadu chal gaya
Tere mukhray ke ghaiso jaisay sawan ki ghataiyen
Jhuki jhuki si nigahain kehti hain teri adaaiyen
Meri jaan, aye jaan e jaan

Dil main tum honton mai tum aankhon mai jaan e jaan
Kaliyon mai tum phoolon mai tum sapnon mai jaan e jaan

Jaan e jaan
Jaan e jaan
(Meri jaan)

(Jaan e Jaan)

Meri Jaan

Teri aankhon ka isharaaaa...

Credits
Writer(s): Javed Aziz, Mohsin Raza, Zeeshan Hassan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.