Tum Agar Yunhi Nazren

Tum Agar Younhi Nazrain Milatay Rahay Ma-e Kashi Meeray Ghar Se Kahan Jaiee Gee
(01: 57)
Aur Ye Sil-sla Must-kil Ho To Phir Be-khudi Maray Ghar Se Kahan Jaiee Gee

(03: 21)
Ik Zama-ney Ke Bad Aaiee He Sham-e-gham,
(04: 32)
Shak-e-ram Meray Ghar Se Kahan Jaiee Gee
Meeri Qismat Main He Jo Tumhari Kami, Wooh Kami Maray Ghar Se Kahan Jaiee Gee

(05: 16)
Shamah Ke ab Mughay Kush Zarurat Naheen,
(07: 12)
Nam Ko Bhee Shab-e-ghum Main Zulmat Nahee
Meera Hr Dagh-e-dil Kam Nahee Chand Se, Chandni Maray Ghar Se Kahan Jaiee Gee

(08: 47)
Tu Ne Jo Ghum Daiee Wooh Khushi Se Liye,
(10: 02)
Tujh Ko Deekha Naheen Phir Bhee Sajday Kiye
Itna Mazboot Hai Jab Aqeeda Meera, Bandagi Meeray Ghar Se Kaan Jaiee Gee

(12: 23)
Zaraf Wala Koi Sam-ney Aaiee To, Main Bhi Deekhoon Zara Is Ko Apnaiee To
Meeri Hamraz Ye Is Ka Humraz Main, Be-kasi Maray Ghar Se Kahan Jaiee Gee

(13: 39)
Jo Koi Bhee Teeri Rah Main Mar Geya,
(17: 23)
Apni Hasti Ko Woh Javedan Kar geya
Main Shaheed-e-wafa Ho Gia Hoon To Kia, Zindagi Meeray Ghar Se Kahan Jaiee Gee



Credits
Writer(s): Farrukh Fateh Ali Khan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link