Jo Bhaje Hari Ko Sada

jo bhaje hari ko sada
so hi param pad pavega

deh ke mala
deh ke mala tilak
aur chhap nahi kisi kam ke
lin bhakti ke bina
nahi nath ke man bhave
so hi param pad pavega

jo bhaje hari ko sada
so hi param pad pavega

dil ke darpan ko safa kar
dur kar abhiman ko
khakh ho guru ke kadam ki
so parbhu mil jayega
so hi param pad pavega

chhod duniya ke maze sab
baith kar ekant me
dhayan dhar hari ka charan ka
phir jan man hit aayega
so hi param pad pavega

jo bhaje hari ko sada
so hi param pad pavega

man me kar ke
dhrid bharosa man me kar ke
jo jape hari naam ko
hari naam ko
kahta hai bharmanand
bich samayega
so hi param pad pavega

jo bhaje hari ko sada
so hi param pad pavega



Credits
Writer(s): Trad, Pandit Bhimsen Joshi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link