Main Agar Kahoon

tumko paaya hain to jaise khoya hoon
kehna chahoon bhi to tumse kya kahoonkisi zabaan mein bhi vo lavz hi nahi ki jinme tum ho kya tumhe bata sakoon
main agar kahoon tumsa haseen
qaynat mein nahi hain kaheen
taareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi tumko paaya hain to jaise khoya hoon

shokhiyon mein doobi yeh adaayein
chehre se jhalki huyi hain
zulf ki ghani gahni ghatayen
shaan se dhalki huyi hain
lehrata aanchal hain jaise baadal
baahon mein bhari hain jaise chaandni, roop ki chaandni

main agar kahoon
yeh dilkashi hain nahi kaheen na hogi kabhi
taareef yeh bhi to sach hain kuch bhi nahi tumko paaya hai to jaise khoya hoon

tum huye mehrbaan toh hai yeh daastaan
ab tumhara mera hai ek hai caravan
tum jahaan main vahaan

main agar kahoon hamsafar meri
apsara ho tum ki ya koi pari tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi naheen

tumko paaya hai to jaise khoya hoon
kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon, kisi zaban mein bhi vo lavz hi nahi ki jinme tum ho kya tumhe bataan sakoon
main agar kahoon tumsa haseen qaynat mein nahi hai kaheen tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi



Credits
Writer(s): Javed Akhtar, Shekhar Hasmukh Ravjiani, Vishal Dadlani
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link