Tumhe Jo Maine Dekha (From "Main Hoon Na")
Tum bhi ho, main bhi hoon
Paas aao toh keh doon
Aakhir kyun pal mein yoon
Deewana main ho gaya?
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Jo hosh tha woh toh gaya
Badan ki yeh khushboo jagane lagi jaadu
Toh hoke beqaabu dil kho gaya
Tumhein jo maine socha
Tumhein jo maine maana
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Jo hosh tha woh toh gaya
Itni kyun tum khoobsurat ho?
Ke sab ko hairat ho
Duniya mein sach-much hi rehti hai
Pariyon se bhi zyada pyaari si ladki koi
Haan, itni kyun, bolo, haseen tum ho?
Jo dekhe gumsum ho
Dekho na, main bhi hoon khoya sa
Behka sa, mujh pe bhi chhaayi hai deewangi
Tum hi ko maine pooja
Tum hi ko chaaha paana
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Jo hosh tha woh toh gaya
Badan ki yeh khushboo jagane lagi jaadu
Toh hoke beqaabu dil kho gaya
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Jo hosh tha woh toh gaya
Tum bhi ho, main bhi hoon
Paas aao toh keh doon
Tum ne jo dekha toh
Kya jaane, kya ho gaya
Jaane kyun rehti hoon khoyi si, jaagi na soyi si
Ab dil mein armaan hain, saanson mein toofaan hai
Aankhon mein khwabon ki hai chaandni
Haan, jaane kyun behka sa yeh mann hai
Mehka sa yeh tann hai
Chalti hoon itra ke, ithla ke, sharma ke
Balkha ke jaise koi raagini
Tumhein jo maine samjha
Tumhein jo pehchaana
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Jo hosh tha woh toh gaya
Badan ki yeh khushboo jagane lagi jaadu
Toh hoke beqaabu dil kho gaya
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Paas aao toh keh doon
Aakhir kyun pal mein yoon
Deewana main ho gaya?
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Jo hosh tha woh toh gaya
Badan ki yeh khushboo jagane lagi jaadu
Toh hoke beqaabu dil kho gaya
Tumhein jo maine socha
Tumhein jo maine maana
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Jo hosh tha woh toh gaya
Itni kyun tum khoobsurat ho?
Ke sab ko hairat ho
Duniya mein sach-much hi rehti hai
Pariyon se bhi zyada pyaari si ladki koi
Haan, itni kyun, bolo, haseen tum ho?
Jo dekhe gumsum ho
Dekho na, main bhi hoon khoya sa
Behka sa, mujh pe bhi chhaayi hai deewangi
Tum hi ko maine pooja
Tum hi ko chaaha paana
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Jo hosh tha woh toh gaya
Badan ki yeh khushboo jagane lagi jaadu
Toh hoke beqaabu dil kho gaya
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Jo hosh tha woh toh gaya
Tum bhi ho, main bhi hoon
Paas aao toh keh doon
Tum ne jo dekha toh
Kya jaane, kya ho gaya
Jaane kyun rehti hoon khoyi si, jaagi na soyi si
Ab dil mein armaan hain, saanson mein toofaan hai
Aankhon mein khwabon ki hai chaandni
Haan, jaane kyun behka sa yeh mann hai
Mehka sa yeh tann hai
Chalti hoon itra ke, ithla ke, sharma ke
Balkha ke jaise koi raagini
Tumhein jo maine samjha
Tumhein jo pehchaana
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Jo hosh tha woh toh gaya
Badan ki yeh khushboo jagane lagi jaadu
Toh hoke beqaabu dil kho gaya
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Tumhein jo maine dekha
Tumhein jo maine jaana
Credits
Writer(s): Javed Akhtar, Ehsaan Loy Shankar, Shankar, N/a Loy
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Aankhon Mein Teri (From "Om Shanti Om")
- Tera Rastaa Chhodoon Na (From "Chennai Express")
- Dildaara (Stand By Me) [From "Ra-One"]
- Tauba Tumhare Ishare (From "Chalte Chalte")
- Main Agar Kahoon (From "Om Shanti Om")
- Chammak Challo (From "Ra-One")
- Marjaani (From "Billu")
- Criminal (From "Ra-One")
- Suno Na Suno Na (From "Chalte Chalte")
- Dheere Jalna (From "Paheli")
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.