Salaam Nana Key Roze
SAFAR-E-IMAM-HUSSAIN (AS) CHALAA ME
WADA NIBHAANE SALAAM MAA KE MAZAAR
Salaam nana ke roze, Salaam ma ke mazaar
(2) Mai tera din bachaunga, Ay mere nana,
Mai apna khoon bahawunga, Ay mere nana,
Husain jaata hai marne, Salaam ma ke
mazaar Meri sharike safar ban-ke, Saath chal
amaa, Safar pe jaata hu kapde, Mere badal
amaa
Libaaz-e-khuld sajaa de, Badan pe phir ek
baar Dua karoo koyi sar be-rida na ho amaa,
Namaze zoh-ke shahadat, Kazaa na ho
amaa, Na aye mere chaman pe, Sitam ki
gardo gubar Diye jalane ko nana, Tumhare
roze par, Zuroor ayegi Sugra, Har ek sham-o-
sahar, Khuda kare rahe roshan, Sada
tumhara mazaar Tumhare jaisa hai nana, ye
mera laal Akber, Dua karoo na lage isko,
Asmaan ki nazar, Lute na door watan se,
Hamare dil ka karar Tamaam phool se bache
hai, Aur garm hawaa, Hamare khoon ki
pyaasi hai, Foje Zulmo jafaa Safar me koi
shajar bhi, Nahi hai saaya adaa Ha-ek phool
to aisa hai, Jo khila bi nahi, Na paye pani tho
kar sakta, Wo gila bhi nahi, Wo jisko dek-ke
aati, Hai dood ki mehkar Meri sakina kaha
aur, Rasan ke bandh kaha, Zamin garm pe
chalna, Use pasand kaha, Kadam wo phool
se nazook, Wo raaste purkhar Challa me
waada nibhaane Sallam ma ke mazaa
Salaam nana ke roze, Salaam ma ke mazaar
(2) ***********************

Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.