Bewafai Ki Saja Maut Se

Bewafai ki saza maut se ziyada ho
Bewafai ki saza maut se ziyada ho
Bewafaoon ko rab na chhode
Jaise tune mera dil toda aise koi tera dil bhi tode
Jaise tune mera dil toda aise koi tera dil bhi tode
Bewafai ki saza maut se ziyada ho

Jisne diye hai in aankho ko aansu
Jisne loota mere dil ka chain
Woh bhi roye mere liye raato me
Woh bhi rahe ab sara din bechain

Jisne dikhaye mujhko lakho sapne
Jisane toda vo sapno ka ghar
Woh bhi mujhko yaad kare sapno mein
Meri tarha Woh bhi rahe be ghar

Ab tujhe dard ho to dard se jada ho
Ab tujhe dard ho to dard se jada ho
Bewafaoo ko rab na chhode
Jaise tune mera dil toda aise koi tera dil bhi tode
Jaise tune mera dil toda aise koi tera dil bhi tode
Bewafai ki saza maut se ziyada ho

Jisne kiya hai mujhko itna tanha
Jisne diye hai itne sare gum
Woh jab thak dhunde sath kisi ka
Uaad kare mujhe ko aankhe nam

Jisne bhulaye woh chahat ke vaade
Jisne mitaya mera dil se naam
Tute vaadon ki taraha vo tute
Woh bhi ek din vo jaye be naam

Ab tujhe zakhm ho to zakhm se jaada ho
Ab tujhe zakhm ho to zakhm se jaada ho
Bewafaoo ko rab na chode
Jaise tune mera dil toda aise koi tera dil bhi tode
Jaise tune mera dil toda aise koi tera dil bhi tode...

By samir 9623318685



Credits
Writer(s): Praveen Bhardwaj, Nikhil
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link