Mehangai
Bhaiya dekh liya hai bahut teri sardari re
Ab to humri baari re naa.
Mehangai ki mahamaari ne humra bhatta bitha diya
Chale hataane gareebi, gareebon ko hata diya
Haa.
Mehangai ki mahamaari ne humra bhatta bitha diya
Chale hataane gareebi, gareebon ko hata diya
Sarbat ki tarah desh ko
Sarbat ki tarah desh ko gatka hai gatagat
Aam aadmi ki jeb ho gayi hai safachat
Sarbat ki tarah desh ko gatka hai gatagat
Aam aadmi ki jeb ho gayi hai safachat
Aam aadmi ki jeb ho gayi hai safachat
Bhaiya dekh liya hai bahut teri sardari re
Ab to hamri baari re naa. Birla ho ya Tata, Ambani ho ya Bata
Sabne apne chakkar mein des ko hai kaata Arey humre hi khoon se inka
Humre hi khoon se inka
Engine chale dhakadhak
Aam aadmi ki jeb ho gayi hai safachat
Aam aadmi ki jeb ho gayi hai safachat
Ab to nahi chalegi teri ye rangdari re
Ab to humri baari re na. Bajao bhaiya dholaki, bajao duga dugi
Bajao bhaiya dholaki, bajao duga dugi
Inke court kachehari thaane karte jhoot case paimane
Inka bataidar kaanoon karta gaanv-gaanv me khoon Arey, halwa samajh ke bhoos ye
Halwa samajh ke bhoos ye khate hain gapagap
Aam aadmi ki jeb ho gayi hai safachat
Aam aadmi ki jeb ho gayi hai safachat
Ab to nahi chalegi teri ye thaanedari re
Ab to humri baari re naa...
Ghar bech do apna ya bech do sapna
Ye na dakaar lenge bus itna yaad rakhna Arey humre hi khoon se inka
Humre hi khoon se inka
Engine chale dhakadhak
Aam aadmi ki jeb ho gayi hai safachat
Aam aadmi ki jeb ho gayi hai safachat
Ab to nahi chalegi teri ye thaanedari re
Ab to humri baari re naa...
Arey arey arey ra ra ra...

Credits
Writer(s): Vijay Verma, Turaz
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.