Imdad Kun Imdad Kun

Imdad Kun, Imdad Kun Azaranj wa gham azad kun,
Dar deeno dunya shaad kun Ya Ghaus e Azam dastagheer Imdad kun Imdad kun, imdad kun,
Tere haath mein haath maine diya hai Teray haath hai laaj Ya Ghaus e Azam
Nikala hai pehlay to doobay huoon ko Aur ab doobtoon ko bacha Ghaus e Azam
Bhawar mein phansa hai safina hamara Bacha Ghaus e Azam, Bacha Ghaus e Azam
Kasam hai ke mushkil ko mushkil na paya Kaha hum nay jis waqt Ya Ghause Azam
Mureedoon ko khatra nahin bahr e ghum say Kay beray ke hain na khuda Ghaus e Azam
Kahein kis say jakar Hassan apne dil ki Sunne koun teray siwa Ghaus e Azam
Piro ke aap pir hai ya Ghaus al madad Ahle saffa ke meer hai ya Ghausal madad
Ranjo alam rangir hai ya Ghaus al madad Hum aaj ko wasir hai ya ghaus almadad
Hum kaise jee rahe hai ke tum se kya kahe
Hum hai alaml neer hai ya Ghaus al madad
Teer nazar se peyr hai saare alam ke pir Kya yeh alam ke deer hai ya Ghaus al madad
Kis dil se ho bayaan beydaade zaalimaa Z aalim bare shareer hai ya Ghaus al madad Ikhfa shararashar y a Ghaus al amar Shar ke sharar khatir hai ya Ghaus al mada
Tere hi haat laaj hai ya Pir e dastagheer Hum to tujh se dastagheer hai ya Ghaus al madad Sadqah rasul paak ka joli me daal do Hum Qadri fakir hai ya Ghaus al madad
Ahle saffa ne paayi tum se rahe safaa Sab tum se mustaghir hai ya Ghaus al madadDil ki sunaaye akhdar dil ki zabaan maiKehte hai yai behtarir hai ya Ghaus al madad



Credits
Writer(s): Owais Raza Qadri
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link