Dekha Tum Ko To Yeh

Haan -haan, hamne jaanaa, sanam, hamne jaanaa, sanam
Is qadar hum tumhein pyaar karne lage
Bas tumhaare liye jeene-marne lage
Haan, hamne jaanaa, sanam, hamne jaanaa, sanam

Dekha tumko to ye jaanaa, sanam
Chaahaa tumko to ye jaanaa, sanam
Is qadar hum tumhein pyaar karne lage
Bas tumhaare liye jeene-marne lage

Dekha tumko to ye jaanaa, sanam
Chaahaa tumko to ye jaanaa, sanam

Pyaar dekha naa tha, yaar dekha naa tha
Dekhte-dekhte dil tumhein de diya
Chain aathaa nahin tumko dekhe binaa
Haal-a/e-dil jo bhee hai, ye tumheen ne kiya

Bas gae is tarah in nigaahon mein tum
Khwaab neendon se ho kar guzarane lage

Dekha tumko to ye jaanaa, sanam
Chaahaa tumko to ye jaanaa, sanam

Is mulaaqaat mein, is javaan raat mein
Umr-bhar ke liye dhoondh lo har khushii
"ye samaan pyaar ka yoon hee jaane naa do
Lut lo mastiyaan," kah rahee hai zindagi

Ban gae tum, sanam, pyaar ka aaeena
Dekh kar ab tumhein hum sanvarane lage

Dekha tumko to ye jaanaa, sanam
Chaahaa tumko to ye jaanaa, sanam
Is qadar hum tumhein pyaar karne lage
Bas tumhaare liye jeene-marne lage

Haan, hamne jaanaa, sanam
Hamne jaanaa, sanam
Hamne jaanaa, sanam



Credits
Writer(s): Deepak Chodhry, Vijay Kalyanji Shah
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link