Jinki Kismat Men Kanten

Jinaki qismat mein kaante
Vo kaab naa dekhen kaliyon ke
"kaliyaan" mehalon kee raunak
Aur kaante raahee galiyon ke

Raju ka tha ek kaab, raju raaja, raaja sahab

Raaj tha naa taj tha, phir bhee main tha raaja sahab

Main badaa "naadaan" tha, main badaa tha "bekhabar"
Maine dekhi suuratein, maine naa dekhi, magar

Maine naa dekhi, magar bewafaai kee naqaab
Raju ka tha ek kaab, raju raaja, raaja sahab
Raju ka tha ek kaab, raju raaja, raaja sahab

Chhoo naa paaoon main kabhi jiske qadamon kee bhee dhul
Maine kyun chaahaa use? main khizaan ka ek phool

Main khizaan ka ek phool, vo bahaaron ka gulab
Raju ka tha ek kaab, raju raaja, raaja sahab
Raju ka tha ek kaab, raju raaja, raaja sahab

"ho mubarak" aapke, ghar baraaten aa gayi
Mere lab pe "bhool se", gam kee baathen aa gayi

Gam kee baathen aa gayi, maaf kar denaa, janaab
Raju ka tha ek kaab, raju raaja, raaja sahab
Raju ka tha ek kaab, raju raaja, raaja sahab

Raaj tha naa taj tha, phir bhee main tha raaja sahab
Raju ka tha ek kaab, raju raaja, raaja sahab
Raju ka tha ek kaab, raju raaja, raaja sahab

Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Anandji V Shah, Kalyanji Virji Shah
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link