Makhmali Ye Badan

Makhmali yeh badan ki nazakaten haseen
Chura na le mere dil ka chain yeh kahin
Jis ne bhi banaya hai tujhko woh kamaal hai
Aur us kamaal pe tu bemisaal hai

Hai akeli raat gumsum aur chat ke neeche hum tum
Aankhon mein tere kaisa khumaar ho na jaaye kuch khata dekho yaar
Bekaraar na dikha deewangi

Makhmali yeh badan ki nazakaten haseen

Mast mast ho raha hai yeh raat ka safar
Dil mein hulchale uthaye teri nazar

Gulabi gulabi tere armaan jo hai deewane
Tujhe chhod denge yuhi tere haal per
Bolona aisa oh aye jaane jaan ek baar mujhko to aazma

Baatein yeh teri baatein bekaar chaahe karle tu koshish hazar
Aayenge na baat mein yeh karle yakin

Haay makhmali yeh badan ki nazakaten haseen

Tanhaiyon mein tanha milen hain jo is tarah
Socho na aisa paisa kya faayda

Teri har ada ki shokiyan bhi kya kahe
Hum to kya farishte bhi na hosh mein rahen

Na re na hosh tu na gawa kar le sabar kuch to zara
Haan milta nahin hai dil ko karar re kab tak karoon main haye intezar
Ho mere de dil se ki dil se milawatein yahin
Harkatein yeh dikhao jaake aur kahin
Jis ne bhi banaya hai tujhko woh kamaal hai
Aur us kamaal pe tu bemisaal hai
Hai akeli raat gumsum aur chat ke neeche hum tum
Aankhon mein tere kaisa khumaar ho na jaaye kuch khata dekho yaar



Credits
Writer(s): Khilesh Sharma, Sandesh Shandilya
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link