There's a Boat That's Leavin' Soon for New York

Tum logon ki, iss duniya mein
Har kadam pe, insaan ghalat
Main sahi samajh ke jo bhi karoon
Tum kehte ho ghalat!
Main ghalat hoon toh phir kaun sahi
(phir kaun sahi)
Marzi se jeene ki bhi main
Kya tum sabko arzi doon
Matlab ki tum sab ka mujh pe
Mujh se bhi zyada haq hai

Sadda Haq Aithe Rakh

Sadda Haq aithe rakh
Sadda Haq aithe rakh
Sadda Haq aithe rakh
Sadda Haq aithe rakh Na na na...
(Sadda Haq Aithe Rakh) Hey!
Inn qataaron mein yaa udhaaron mein
Tum mere jeene ki aadat ka kyu ghot rahe dum
Besalika main, uss gali ka main
Na jis mein haya, na jis mein sharam
Mann-bole ke ras mein jeenay ka harjaana
Duniya dushman sab begaana inhe aag lagaana
Mann bole mann bole
Mann se jeena ya marr jaana hai.!

Sadda Haq aithe rakh
Sadda Haq aithe rakh
Sadda Haq aithe rakh
Sadda Haq aithe rakh Na na na...

Ooo...
O Eco-friendly, nature ke rakshak
Main bhi hoon nature

Rewaazon se samaajon se
Kyun...?
Tu kaate mujhe
Kyun baate mujhe iss tarah
ho ho...

Kyu sach ka sabak sikhaaye
Jab sach sunn bhi naa paaye
Sach koi bole tto tu niyam kanoon bataye
Tera darr, Tera pyaar, teri wah
Tu hi rakh rakh saala

Sadda Haq Aithe Rakh
Sadda Haq Aithe Rakh
Sadda Haq Aithe Rakh
Sadda Haq Aithe Aithe Rakh...

Sadda Haq Aithe Rakh...



Credits
Writer(s): Ira Gershwin, Du Bose Heyward, George Gershwin, Dorothy Heyward
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link