Kisi Nargisi Nazar Ko Dil Denge Ham (Original)
Kisi nargisi nazar ko dil denge hum
Kaali zulf ke sae mein dam lenge hum
Ai haseen, tere har sitam sahenge hum
Aa bhee jaa ki teri raah mein khadey hain hum
Kisi nargisi nazar ko dil denge hum
Kaali zulf ke sae mein dam lenge hum
Ai haseen, tere har sitam sahenge hum
Aa bhee jaa ki teri raah mein khadey hain hum
Kisi nargisi nazar ko dil denge hum
Jab nazar milaaegi shokh dilruba
Bin pie hee chhayega hum pe ek nasha
Hans ke gul khilaaegi uski har ada
Hum kahenge, "jaan-e-man, tujh pe hum fidaa"
Kisi nargisi nazar ko dil denge hum
Kaali zulf ke sae mein dam lenge hum
Ai haseen, tere har sitam sahenge hum
Aa bhee jaa ki teri raah mein khadey hain hum
Kisi nargisi nazar ko dil denge hum
Hum zarur paayenge ek naee bahaar
Kam nahin jahaan mein, husn waale hain hazaar
Kar rahe hain aaj hum jiskaa intazaar
Khud chali aaegee vo hoke beqaraar
Kisi nargisi nazar ko dil denge hum
Kaali zulf ke sae mein dam lenge hum
Ai haseen, tere har sitam sahenge hum
Aa bhee jaa ki teri raah mein khadey hain hum
Kisi nargisi nazar ko dil denge hum
Us pari ke saath kaheen door jaayenge
Dhadakanon kee lay pe hum geet gaayenge
Jalne waale dekh ke jal hee jaayenge
Hum nahin kisi se kam, ye dikhaayenge
Kisi nargisi nazar ko dil denge hum
Kaali zulf ke sae mein dam lenge hum
Ai haseen, tere har sitam sahenge hum
Aa bhee jaa ki teri raah mein khadey hain hum
Kisi nargisi nazar ko dil denge hum
Kaali zulf ke sae mein dam lenge hum
Ai haseen, tere har sitam sahenge hum
Aa bhee jaa ki teri raah mein khadey hain hum
Kisi nargisi nazar ko dil denge hum
Kaali zulf ke sae mein dam lenge hum
Ai haseen, tere har sitam sahenge hum
Aa bhee jaa ki teri raah mein khadey hain hum
Kisi nargisi nazar ko dil denge hum
Kaali zulf ke sae mein dam lenge hum
Ai haseen, tere har sitam sahenge hum
Aa bhee jaa ki teri raah mein khadey hain hum
Kisi nargisi nazar ko dil denge hum
Jab nazar milaaegi shokh dilruba
Bin pie hee chhayega hum pe ek nasha
Hans ke gul khilaaegi uski har ada
Hum kahenge, "jaan-e-man, tujh pe hum fidaa"
Kisi nargisi nazar ko dil denge hum
Kaali zulf ke sae mein dam lenge hum
Ai haseen, tere har sitam sahenge hum
Aa bhee jaa ki teri raah mein khadey hain hum
Kisi nargisi nazar ko dil denge hum
Hum zarur paayenge ek naee bahaar
Kam nahin jahaan mein, husn waale hain hazaar
Kar rahe hain aaj hum jiskaa intazaar
Khud chali aaegee vo hoke beqaraar
Kisi nargisi nazar ko dil denge hum
Kaali zulf ke sae mein dam lenge hum
Ai haseen, tere har sitam sahenge hum
Aa bhee jaa ki teri raah mein khadey hain hum
Kisi nargisi nazar ko dil denge hum
Us pari ke saath kaheen door jaayenge
Dhadakanon kee lay pe hum geet gaayenge
Jalne waale dekh ke jal hee jaayenge
Hum nahin kisi se kam, ye dikhaayenge
Kisi nargisi nazar ko dil denge hum
Kaali zulf ke sae mein dam lenge hum
Ai haseen, tere har sitam sahenge hum
Aa bhee jaa ki teri raah mein khadey hain hum
Kisi nargisi nazar ko dil denge hum
Kaali zulf ke sae mein dam lenge hum
Ai haseen, tere har sitam sahenge hum
Aa bhee jaa ki teri raah mein khadey hain hum
Kisi nargisi nazar ko dil denge hum
Credits
Writer(s): Jaikshan Shankar, Jaipuri Hasrat
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Mujhko Yaaron Maaf Karna (Original)
- Gair Ki Gali Mein Piya (Original)
- Main Nashe Men Hoon (Original)
- Nazar Nazar Se Ho Rahi Hai Baat (Original)
- Lo Khoon Se Khoon Juda Hua (Original)
- Hum Hain To Chand Tare (Original)
- Kisi Nargisi Nazar Ko Dil Denge Ham (Original)
- Maine To Nahin Pee (Original)
- Sajan Sang Kahe Neha Lagaye (Original)
- Yeh Na Thi Hamari Kismat (Original)
Altri album
- Jis Gali Mein Tera Ghar (Lofi) - Single
- Maine Tere Liye (Lofi) - Single
- Dil Tadap Tadap Ke (LoFi Flip) - Single
- Chandi Ki Deewar (Million Jhankar Beats) - Single
- Prakrutiye aalya
- Jinhen Ham Bhoolna Chahen (Million Jhankar Beats) - Single
- Main Pal Do Pal Ka Shair Hoon (LoFi) - Single
- Awara Hoon (Million Jhankar Beats) - Single
- Duniya Bananewale (Groovy Lofi) - Single
- Kabhi Kabhi Mere Dil Mein (Amapiano Mix) - Single
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.