Titli

Kondal vannanaik kovalanaai vennai
Unda vaayan en ullam kavarndhaanai
Kondal vannanaik kovalanaai vennai
Unda vaayan en ullam kavarndhaanai

Andar kon ani arangan en amudhinai
Andar kon ani arangan en amudhinaik
Kanda kangal matrrondrinaik kaanaavae

Ban ke titli dil uda, uda, uda hai kahin door
Ban ke titli dil uda, uda, uda hai kahin door
Chal ke khushboo se juda, juda, juda hai kahin door
Haadse yeh kaise ansune se jaise
Choome andheron ko koi noor
Ban ke titli dil uda, uda, uda hai kahin door

Sirf keh jaaun ya aasmaan pe likh doon
Teri tareefon mein chashm-e-bad-door

Bhoori-bhoori aankhein teri
Kankhiyon se tez teer kitne chhode
Dhaani-dhaani baatein teri
Udte-phirte panchhiyon ke rukh bhi mode

Adhoori thi zara si, main poori ho rahi hoon
Teri saadagi mein hoke choor
Ban ke titli dil uda, uda, uda hai kahin door
Chal ke khushboo se juda, juda, juda hai kahin door

Raatein gin ke, neendein bun ke
Cheez kya hai khwaab-daari, hum ne jaani
Tere sur ka saaz ban ke
Hoti kya hai raag-daari, hum ne jaani

Jo dil ko bha rahi hai, woh teri shayari hai
Ya koi shayarana hai fitoor?
Ban ke titli dil uda, uda, uda hai kahin door
Chal ke khushboo se juda, juda, juda hai kahin door

Haadse yeh kaise ansune se jaise
Choome andheron ko koi noor
Ban ke titli dil uda, uda, uda hai kahin door
Sirf keh jaaun ya aasmaan pe likh doon
Teri tareefon mein chashm-e-bad-door

Kondal vannanaik kovalanaai vennai
Unda vaayan en ullam kavarndhaanai
Kondal vannanaik kovalanaai vennai
Unda vaayan en ullam kavarndhaanai

Andar kon ani arangan en amudhinai
Andar kon ani arangan en amudhinaik
Kanda kangal matrrondrinaik kaanaavae

Credits
Writer(s): Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani, Amitabh Bhattacharya, Madhumitha Mani, Charulatha Mani
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link