Chulein Aasman

Kehte hai, aakhir padh likh kar kya karogi
Tumko toh, kisi ka ghar basana hai
Kehte hai, tum ho amanat doosre ki
Hum se kaho, apni bhi zidd hai
Tode hum saare ye pinjdhe
Chulein aasmaan, ye jahan hum jeet le
Badle daastaan, har dhadkan bole

Kehte hai, bete budhape ka sahara hai
Betiyaan, bas ek bojh hai
Kehte hai, jo bura hua tera kusoor hai
Unse kaho, apni bhi zidd hai
Tode hum saare ye pinjdhe
Chulein aasmaan, ye jahan hum jeet le
Badle daastaan, har dhadkan bole
Chulein aasmaan, ye jahan hum jeet le
Badle daastaan, har dhadkan bole

Har zarra ye kahe, ab hum hai sang tere
Roke se na duke. hey. hey.
Har katra cheekh ke, dohraaye sang mere
Ab rome na duke. hey. hey.
Chule aasmaan.
(Koi agar humse pooche, kaun hai hum
Chahe hum jo bhi hai, apni pehchan kahe
Jab tak hai iss ladki ki aankhon mein aansun
Tab tak kaise, khud ko hum insaan kahe)
Chulein aasmaan, ye jahan hum jeet le
Badle daastaan, har dhadkan bole
Chulein aasmaan, ye jahan hum jeet le
Badle daastaan, har dhadkan bole



Credits
Writer(s): Sulaiman, Shraddha Pandit, Salim, Farhan Akhtar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link