Neeti Mohan, Vishal Dadlani, Sukhwinder Singh, KK, Shankar Mahadevan & Shah Rukh Khan -
Happy New Year (Original Motion Picture Soundtrack)
World Dance Medley
Manwa laage...
Manwa laage, laage re saanware
Laage re saanware
Le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaaon re
Manwa laage...
Manwa laage, laage re saanware
Laage re saanware
Le khela mene jiya ka, jiya ka, jiya ka hai daav re
Radhe Radhe bolo. bolo. bolo!
Radhe Radhe bolo Jai Kanhaiya Lal ki
Radhe Radhe bolo Jai Kanhaiya Lal ki
Radhe Radhe bolo Jai Kanhaiya Lal ki
Satakli re satakli oh thodi satakli
Badle jo kismat ke ye taare
Satakli re satakli, sakal akal satakli
Wah wah ji, wah wah ji, wah wah re Radhe Radhe bolo Jai Kanhaiya Lal ki Hum iss desh ke waasi hain
Jahaan roz roz hi danga rehta hai
Jahaan roz roz akhbaaron mein scamon ka panga rehta hai
Jahaan aam aadmi sadko pe aadha sa nanga rehta hai
Iss haal mein bhi iss daur mein bhi
Har dil mein tiranga rehta hai
Apni marzi ke hum khuda (Indiawalon)
Aati hai jeet ki sadaa (Indiawalon)
Yaaron se apna waasta
Dushman ke chakke chhuda dein (Indiawale)
Dum hai toh koi rok le (Indiawale)
Sooraj se oonche hausle (Indiawale)
Saath milkar jo hum chale
Kismat se kismat churaa le (Indiawale)
Duniya se humko kya le jaana
Yaaron ke dil mein ho thikana
Jo dil se yaar humein le pukaar
To jaan nisaar kar daale
Kehte hain humko pyar se India waale
Chhu lete dil ke taar se India waale
Har jeet cheen le haar se Indiawaale
Dushman ke chakke chhuda de
Ungli pe sabko nachaa dein
Dushman ke chakke chhuda de hum Indiaawale
(Manwa laagyo re. manwa laage re)
Kehte hain humko pyar se India wale
Chhu lete dil ke taar se India wale
(Manwa laagyo re. manwa laage re)
Apni marzi ke hum khuda (Indiawale)
Aati hai jeet ki sadaa (Indiawale)
Yaaron se apna waasta
Dushman ke chakke chhuda dein (Indiawale)
Dum hai toh koi rok le (Indiawale)
Sooraj se oonche hausle (Indiawale)
Saath milkar jo hum chale
Kismat se kismat churaa le (Indiawale)
Manwa laage, laage re saanware
Laage re saanware
Le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaaon re
Manwa laage...
Manwa laage, laage re saanware
Laage re saanware
Le khela mene jiya ka, jiya ka, jiya ka hai daav re
Radhe Radhe bolo. bolo. bolo!
Radhe Radhe bolo Jai Kanhaiya Lal ki
Radhe Radhe bolo Jai Kanhaiya Lal ki
Radhe Radhe bolo Jai Kanhaiya Lal ki
Satakli re satakli oh thodi satakli
Badle jo kismat ke ye taare
Satakli re satakli, sakal akal satakli
Wah wah ji, wah wah ji, wah wah re Radhe Radhe bolo Jai Kanhaiya Lal ki Hum iss desh ke waasi hain
Jahaan roz roz hi danga rehta hai
Jahaan roz roz akhbaaron mein scamon ka panga rehta hai
Jahaan aam aadmi sadko pe aadha sa nanga rehta hai
Iss haal mein bhi iss daur mein bhi
Har dil mein tiranga rehta hai
Apni marzi ke hum khuda (Indiawalon)
Aati hai jeet ki sadaa (Indiawalon)
Yaaron se apna waasta
Dushman ke chakke chhuda dein (Indiawale)
Dum hai toh koi rok le (Indiawale)
Sooraj se oonche hausle (Indiawale)
Saath milkar jo hum chale
Kismat se kismat churaa le (Indiawale)
Duniya se humko kya le jaana
Yaaron ke dil mein ho thikana
Jo dil se yaar humein le pukaar
To jaan nisaar kar daale
Kehte hain humko pyar se India waale
Chhu lete dil ke taar se India waale
Har jeet cheen le haar se Indiawaale
Dushman ke chakke chhuda de
Ungli pe sabko nachaa dein
Dushman ke chakke chhuda de hum Indiaawale
(Manwa laagyo re. manwa laage re)
Kehte hain humko pyar se India wale
Chhu lete dil ke taar se India wale
(Manwa laagyo re. manwa laage re)
Apni marzi ke hum khuda (Indiawale)
Aati hai jeet ki sadaa (Indiawale)
Yaaron se apna waasta
Dushman ke chakke chhuda dein (Indiawale)
Dum hai toh koi rok le (Indiawale)
Sooraj se oonche hausle (Indiawale)
Saath milkar jo hum chale
Kismat se kismat churaa le (Indiawale)
Credits
Writer(s): Irshad Kamil, Shekher Vishal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.