Chura Liya Hai Tumne

chura liya hai tumne jo dil ko
nazar nahi churana sanam
badal ke meri tum zindgani
kahi badal na jana sanam

le liya dil
o haye mera dil
haye dil lekar mujhko na behlana
chura liya

bahar ke ban ke aau kahi tumhari duniya me
guzar na jae ye din kahi isi tamanna me

bahar ke ban ke aau kahi tumhari duniya me
guzar na jae ye din kahi isi tamanna me

tum mere ho
o tum mere ho
aaj tum itna wada krke jaana
chura liya

chura liya hai tumne jo dil ko
nazar nahi churana sanam
badal ke meri tum zindgani
kahi badal na jana sanam
chura liya hai
chura liya hai
chura liya hai
chura liya hai
chura liya hai



Credits
Writer(s): Himesh Vipin Reshammiya, Sudhakar Harishcandr Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link