Sau Dafa

Awaz sun le darya
Meri na choti si
Teri leheron se saamna
Jab chal diye qadam
Murr ke dekhna kaisa
Manzil ko de do itla

Duniya mujh se kyun khafa hai
Aazadi kia khata hai
Aur jo hai sau dafa hai, sau dafa

Peeche jo gya
Karon mein ab uski fikar
Aazadi hai hamnasheen
Rasta hai mera hamsafar
Jab chal diye qadam
Murr ke dekhna kaisa
Manzil ko de do itla

Duniya mujh se kyun khafa hai
Aazadi kia khata hai
Aur jo hai sau dafa hai, sau dafa

Suno yahan urna mana hai
Chahy mjhy boly jahan ye
Mein karon gi gunah ye

Sau dafa, sau dafa
Sau dafa, sau dafa

Boolein ge tujhe sab hi
Aagy na hogi roshni
Subha teri qiyaas hai
Choti si raat hai

Duniya mujh se kyun khafa hai
Aazadi kia khata hai
Aur jo hai sau dafa hai, sau dafa

Suno yahan urna mana hai
Chahy mjhy boly jahan ye
Mein karon gi gunah ye

Sau dafa, sau dafa
Sau dafa, sau dafa
Sau dafa, sau dafa
Sau dafa, sau dafa.



Credits
Writer(s): Puneet Sharma, Zoe Viccaji, Ali Alam
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link