Tum Se Hi
Na hai yeh paana, na khona hi hai
Tera na hona jaane kyun hona hi hai
Tum se hi din hota hai, surmai shaam aati hai
Tum se hi, tum se hi har ghadi saans aati hai
Zindagi kehlaati hai tum se hi, tum se hi
Na hai yeh paana, na khona hi hai
Tera na hona jaane kyun hona hi hai
Aankhon mein aankhein teri, baanhon mein baanhein teri
Mera na mujh mein kuch raha, hua kya?
Baaton mein baatein teri, raatein-saugaatein teri
Kyun tera sab yeh ho gaya? Hua kya?
Main kahin bhi jaata hoon, tum se hi mil jaata hoon
Tum se hi, tum se hi shor mein khamoshi hai
Thodi si behoshi hai tum se hi, tum se hi
Aadha sa waada kabhi, aadhe se zyada kabhi
Jee chahe kar loon is tarah wafaa ka
Chhode na chhoote kabhi, tode na toote kabhi
Jo dhaaga tum se jud gaya wafaa ka
Main tera sarmaaya hoon, jo bhi main ban paaya hoon
Tum se hi, tum se hi raaste mil jaate hain
Manzilein mil jaati hain tum se hi, tum se hi

Credits
Writer(s): Irshad Kamil
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.