Yeh Sham Phir Nahin Aayegi

Ye sham fir naheen aaye gi
Ye sham fir naheen aaye gi
Kuch na kaha to, kuch na sunaa to
Yun hi dhal jaaye gi

Ye sham fir naheen aaye gi
Ye sham fir naheen aaye gi
Kuch na kaha to, kuch na sunaa to
Yun hi dhal jaaye gi

Ye sham fir naheen aaye gi
Ye sham...

Aaj hi kar do dil kii baten, kul pachhataao ge
Aaj agar tum pas na aaye, fir kab aao ge?
Ye pul biit gaya to, janam, kahaan jaao ge?
Tanhaai kaa dard kabhi tum sah na paao ge

Ye sham fir naheen aaye gi
Ye sham...

Dilruba, oo meree dilruba
Kiya kiya? ye tum ne kiya kiya?
Dil meraa kyon, kahaan kho gaya?
Pul main kyon teraa hi ho gaya?

Jane kiya nasha hai teri aankhon main
Jadu sa bharaa hai teri baton main
Saansen teri mahaki mari saanson main
Teri hi jhalak meree khwaabon main

Teree siwa hai kiya duniya main, mari jaan
To hai mari zindagi, pas aa

Ye sham fir naheen aaye gi
Ye sham...

Aaj hum, aye sanam, aaj hum
Bhool kar duniya ke ranj va gum
Ye kasam, kasam hai pyaar kii
Saath huun, saath huun har kadam

Yun hi teri aankhon main ye aankhen huun
Choti choti pyaar bhari baten huun
Bheegi bheegi rang bhari shamein huun
Jaagi jaagi raaten, teri yaaden huun

Teree siwa hai kiya duniya main, mari jaan
To hai mari zindagi, pas aa

Ye sham fir naheen aaye gi
Ye sham fir naheen aaye gi
Kuch na kaha to, kuch na sunaa to
Yun hi dhal jaaye gi

Ye sham fir naheen aaye gi
Ye sham...

Aaj hi kar do dil kii baten, kul pachhataao ge
Aaj agar tum pas na aaye, fir kab aao ge?
Ye pul biit gaya to, janam, kahaan jaao ge?
Tanhaai kaa dard kabhi tum sah na paao ge

Ye sham fir naheen aaye gi
Ye sham...



Credits
Writer(s): Nusrat Fateh Ali Khan, Syed Gulrez
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link