Us Khuda e Paak

Us khuda e paakh ke saain mai hai kitna sukhoon
Us khuda e paakh ke saain mai hai kitna
sukhoon

Woh mera ghar hai panah mere mai ye sab se khoon
Us Khuda e paakh ke,

Us pe he tu rakh umeed aur us pe he kar le yakeen
Jaal se sayad ke tujh ko chuda le ga wohi
Woh tujhe apne paro se dhakh lega pyaar se.
Uski sachai hai tere dhaal ab darta hai kyun.

Us khuda e paakh ke saain mai hai kitna sukhoon
Woh mera ghar hai panah mere mai ye sab se khoon
Us Khuda e paakh ke.

Hmm Chaye din ke tir ho ya raat ki hai baat ho
Tujh ko cho bhi na saken'ge chaye jo halat ho
Es taraf kitne giran'ge us taraf bhi bai shumar
Par tere najdek bhi na aa'aa saken'ge maut yu.

Us khuda e paakh ke saain mai hai kitna sukhoon
Woh mera ghar hai panah mere mai ye sab se khoon
Us Khuda e paakh ke

Tum ne haak tala ko mana isliye ye baat hai
Har musebaat main ya aafat mai woh tere saat hai.
Sher ko bhi raund kar tu yu niklta jayega woh tujhe baakshe ga ki saab't umar bhar de ga sukhoon,

Us khuda e paakh ke saain mai hai kitna sukhoon
Woh mera ghar hai panah mere mai ye sab se khoon
Us Khuda e Paakh ke saain mai hai kitna sukhoon
Us khuda e Paakh ke.



Credits
Writer(s): Anil Kant
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link