Gunahah Ki Aadat Chuda
Gunaahoon ki aadat chuda mere moula
Gunaahoon ki aadat chuda mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Jo tujko jo tere Nabi ko pasand hai
Mujhe aisa banda bana mere mawla.
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu Qudrat se apni badal naikiyun se
har ik meri lagzish khata mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu masjood mera mein saajid hun tera
Tu maalik mei banda tera mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu matloob mera mein taalib hun tera
mujhe dede apni villa mere mowla
mujhe naek insaan bana mere moula.
Na mohtaaj kar tu jahan mein kissi ka
mujhe muflisi se bacha mere mowla
meri har khata ko mitta mere mowla
Meru ta qayamat jo naslein ho ya rab
ho sab aashiqe mustafa mere moula
Rula tu mujhe bas gham e mustafa mein
na duniya ke ghamke rula mere moula
Gunaahoon ki aadat chuda mere moula
Gunaahoon ki aadat chuda mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Jo tujko jo tere Nabi ko pasand hai
Mujhe aisa banda bana mere mawla.
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu Qudrat se apni badal naikiyun se
har ik meri lagzish khata mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu masjood mera mein saajid hun tera
Tu maalik mei banda tera mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu matloob mera mein taalib hun tera
mujhe dede apni villa mere mowla
mujhe naek insaan bana mere moula.
Hain uduuni farmaan quran mei tera
tu sunle meri iltija mere moula
Mujhe b dikhade tu jalwa Nabi ka
Yehi hai meri iltija mere moula.
Jinhun ne kaha hai dua'oon ka mujhse
tu karde sabhi ka bhala mere mowla
Gunaahoon ki aadat chuda mere moula
Gunaahoon ki aadat chuda mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Jo tujko jo tere Nabi ko pasand hai
Mujhe aisa banda bana mere mawla.
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu Qudrat se apni badal naikiyun se
har ik meri lagzish khata mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu masjood mera mein saajid hun tera
Tu maalik mei banda tera mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu matloob mera mein taalib hun tera
mujhe dede apni villa mere mowla
mujhe naek insaan bana mere moula.
Hain kaabe pe nazrein Ubaid e Raza ki
ho maqbool har ik dua mere moula .
Gunaahoon ki aadat chuda mere mowla
Gunaahoon ki aadat chuda mere moula
Gunaahoon ki aadat chuda mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Jo tujko jo tere Nabi ko pasand hai
Mujhe aisa banda bana mere mawla.
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu Qudrat se apni badal naikiyun se
har ik meri lagzish khata mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu masjood mera mein saajid hun tera
Tu maalik mei banda tera mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu matloob mera mein taalib hun tera
mujhe dede apni villa mere mowla
mujhe naek insaan bana mere moula.
Gunaahoon ki aadat chuda mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Jo tujko jo tere Nabi ko pasand hai
Mujhe aisa banda bana mere mawla.
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu Qudrat se apni badal naikiyun se
har ik meri lagzish khata mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu masjood mera mein saajid hun tera
Tu maalik mei banda tera mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu matloob mera mein taalib hun tera
mujhe dede apni villa mere mowla
mujhe naek insaan bana mere moula.
Na mohtaaj kar tu jahan mein kissi ka
mujhe muflisi se bacha mere mowla
meri har khata ko mitta mere mowla
Meru ta qayamat jo naslein ho ya rab
ho sab aashiqe mustafa mere moula
Rula tu mujhe bas gham e mustafa mein
na duniya ke ghamke rula mere moula
Gunaahoon ki aadat chuda mere moula
Gunaahoon ki aadat chuda mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Jo tujko jo tere Nabi ko pasand hai
Mujhe aisa banda bana mere mawla.
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu Qudrat se apni badal naikiyun se
har ik meri lagzish khata mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu masjood mera mein saajid hun tera
Tu maalik mei banda tera mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu matloob mera mein taalib hun tera
mujhe dede apni villa mere mowla
mujhe naek insaan bana mere moula.
Hain uduuni farmaan quran mei tera
tu sunle meri iltija mere moula
Mujhe b dikhade tu jalwa Nabi ka
Yehi hai meri iltija mere moula.
Jinhun ne kaha hai dua'oon ka mujhse
tu karde sabhi ka bhala mere mowla
Gunaahoon ki aadat chuda mere moula
Gunaahoon ki aadat chuda mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Jo tujko jo tere Nabi ko pasand hai
Mujhe aisa banda bana mere mawla.
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu Qudrat se apni badal naikiyun se
har ik meri lagzish khata mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu masjood mera mein saajid hun tera
Tu maalik mei banda tera mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu matloob mera mein taalib hun tera
mujhe dede apni villa mere mowla
mujhe naek insaan bana mere moula.
Hain kaabe pe nazrein Ubaid e Raza ki
ho maqbool har ik dua mere moula .
Gunaahoon ki aadat chuda mere mowla
Gunaahoon ki aadat chuda mere moula
Gunaahoon ki aadat chuda mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Jo tujko jo tere Nabi ko pasand hai
Mujhe aisa banda bana mere mawla.
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu Qudrat se apni badal naikiyun se
har ik meri lagzish khata mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu masjood mera mein saajid hun tera
Tu maalik mei banda tera mere moula
mujhe naek insaan bana mere moula.
Tu matloob mera mein taalib hun tera
mujhe dede apni villa mere mowla
mujhe naek insaan bana mere moula.
Credits
Writer(s): Mohd. Owais Raza Qadri
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Bakhte Khusta Ne
- Madina Tujhe Salam
- Allahu
- I Lanl Madad Kar
- Khara Sazi Ziyar
- Gunahah Ki Aadat Chuda
- Pholon Ki Rida
- Baghe Jannat Main
- Gham Sabhi Rahato
- Ya Rasool Allah
All Album Tracks: Best Islamic Naat by Mohammad Owais Raza Qadri >
Altri album
- Zindagi Phir Muskurai
- Main So Jaon Ya Mustafa Kehte Kehte (Best of Islamic Naat for Eid & Ramadan Mubarak)
- Best Islamic Naat by Mohammad Owais Raza Qadri
- Ultimate Islamic Naat - Mohammad Owais Raza Qadri
- Paigam Saba Lai Hain
- Taiba Ko Jaane Wale
- Mujhe Rang De Maula
- Tera Hi Aasra Hai
- Rabbana Ya Rabbana
- One and Only Muhammad Owais Raza Qadri
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.