Jai Ganesh

Chup gaye sare najare, oy kya bat ho gayee - (2)
Tune kajal lagaya, din mei rat ho gayee
Mil gaye naina sey naina oy kya bat ho gayee - (2)
Dil ne dil ko pukara mulakat ho gayee

Kal nahee aana mujhe naa bhulana ke marega tana jamana - (2)
Tere honto ke raj yeh bahana tha
Goree tujko tho aaj nahee aana tha
Too chalee aayi duhayee, oy kya bat ho gayee
Maine choda jamana tere sath ho gayee - (2)
Oh tune kajal lagaya din mei rat ho gayee

Amwa kee dalee peh gaye mathvalee koyila kalee niralee
Sawan aaneka kuchh mathlab hoga
Badal chaneka koyee sabab hojayega
Rimjhim chaye gataye oy kya bat ho gayee - (2)
Teree chunaree lehraiye barsat ho gayee - (2)
Dil ne dil ko pukara mulaat ho gayee

Chod naa baiya padu tere paiya, taro ke chaiya me saiya - (2)
Ek woh din tha milake naa too ladatee akhiya
Ek din too jage sare sare ratiya
Ban gayee goree chakoree oy kya bat ho gayee - (2)
Jiska dar tha bedardee wahee bat ho gayee - (2)

Chup gaye sare najare, oy kya bat ho gayee - (2)
Dil ne dil ko pukara mulakat ho gayee - (2)



Credits
Writer(s): Desai Ashit, Sathe Ravindra, Sargam Sadhna, Mangeshkar Usha Dinanath, Wadkur Suresh, Pandit Shweta
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link