Mann mein kiya

Mann mein kya hai chuppa
Mujhko bhi toh bata
Jaanu main apna bhi
Naata toh hai kyaa.!

Aahat aahat teri chahat,
Dil ki pyaar jagaye,
Tu na ho yaar teri,
Mujhe kahin le jayein,
Sun yeh duhai ishq khudayi,
Rang kaise dikh laye,
Chahat teri rahat dil ki,
Mast mujhe kar jaaye,
FALAK – MANN MAIN KIYA LYRICS | MP3 SONGS

Mann main kya hai chuppa
Mujhko bhi toh bata
Jaanu main apna bhi

Naata toh hai kyaa.!

Aadhi aadhi aas liye main,
Ab toh jee na pau,
Tu jo ho ikk paas mere,
Main duniya ko thukkrau,
Bol zara labb khol zara,
Bandish ko tu tod zara,
Rahon mein pyaar khada,
Tu mann apne bol zara,

Mann main kya hai chuppa,
Mujhko bhi toh bata,
Jaanu main apna bhi
Naata toh hai kyaa.!

Mann main kya hai chuppa
Mujhko bhi toh bata
Jaanu main apna bhi
Naata toh hai kyaa.!



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link