Beer Ba Hath Mein
Arey jumme ki raat hai...
Arey jumme ki raat hai
Chumme ki baat hai
Allah bachaaye mujhe tere waar se
(Jumma Means - Friday)
Jumme ki raat hai
Chumme ki baat hai
Allah bachaaye mujhe tere waar se
Jaane kya hona hai
Jaane kya khona hai
Teri jawaani toh jaadu hai tona hai
Jalwon mein aandhi hai
Aandhi mein toofaan hai
Karde na mujhko tabaah*
Saari ki saari hai tu golabaari
Ki mushqil hai khud ko bachaana
Maar hi na daale
Meri jaan nikaale
Uff Allah bachaaye mujhe
Haaye tere pyaar se
Arey jumme ki raat hai
Chumme ki baat hai
Allah bachaaye mujhe tere waar se
Maana tujh mein gazab ka nashaa.
Tujhpe koi bhi hoga fidaa
Lekin naa khel dil se mere
Main toh dil se bhi hoon sirphira
Ik main baat kahoon
Do pal saath rahoon
Phir main agle hi pal hoon hawa
Kiya jo kuch bhi kahin
Mujhe kuch yaad nahi
Karoon main kya yeh mujhe tu bata
Saari ki saari hai tu golabaari
Ki mushqil hai khud ko bachaana
Maar hi na daale
Meri jaan nikaale
Uff Allah bachaaye mujhe
Haaye tere pyaar se
Jumme ki raat hai
Chumme ki baat hai
Allah bachaaye mujhe tere waar se
(Palak Muchhal)
Hey. jaanu teri main bemaaniyan
Chaahe karle tu shaitaaniyaan
Zidd pe ad jaaungi aaj main
Ab karungi main manmaaniyaan
Nazrein tujhpe meri
Le loon main jaan teri
Pichha na chhodun tera, main yahaan
Pyaar mein dungi sazaa
Mujhse bachke tu dikha
Aaj tu jaane waala hai kahaan
Saari ki saari hai tu golabaari
Ki mushqil hai khud ko bachaana
Maar hi na daale
Meri jaan nikaale
Uff Allah bachaaye mujhe
Haaye tere pyaar se
Arey jumme ki raat hai
Chumme ki baat hai
Allah bachaaye mujhe tere waar se
Arey jumme ki raat hai
Chumme ki baat hai
Allah bachaaye mujhe tere waar se
(Jumma Means - Friday)
Jumme ki raat hai
Chumme ki baat hai
Allah bachaaye mujhe tere waar se
Jaane kya hona hai
Jaane kya khona hai
Teri jawaani toh jaadu hai tona hai
Jalwon mein aandhi hai
Aandhi mein toofaan hai
Karde na mujhko tabaah*
Saari ki saari hai tu golabaari
Ki mushqil hai khud ko bachaana
Maar hi na daale
Meri jaan nikaale
Uff Allah bachaaye mujhe
Haaye tere pyaar se
Arey jumme ki raat hai
Chumme ki baat hai
Allah bachaaye mujhe tere waar se
Maana tujh mein gazab ka nashaa.
Tujhpe koi bhi hoga fidaa
Lekin naa khel dil se mere
Main toh dil se bhi hoon sirphira
Ik main baat kahoon
Do pal saath rahoon
Phir main agle hi pal hoon hawa
Kiya jo kuch bhi kahin
Mujhe kuch yaad nahi
Karoon main kya yeh mujhe tu bata
Saari ki saari hai tu golabaari
Ki mushqil hai khud ko bachaana
Maar hi na daale
Meri jaan nikaale
Uff Allah bachaaye mujhe
Haaye tere pyaar se
Jumme ki raat hai
Chumme ki baat hai
Allah bachaaye mujhe tere waar se
(Palak Muchhal)
Hey. jaanu teri main bemaaniyan
Chaahe karle tu shaitaaniyaan
Zidd pe ad jaaungi aaj main
Ab karungi main manmaaniyaan
Nazrein tujhpe meri
Le loon main jaan teri
Pichha na chhodun tera, main yahaan
Pyaar mein dungi sazaa
Mujhse bachke tu dikha
Aaj tu jaane waala hai kahaan
Saari ki saari hai tu golabaari
Ki mushqil hai khud ko bachaana
Maar hi na daale
Meri jaan nikaale
Uff Allah bachaaye mujhe
Haaye tere pyaar se
Arey jumme ki raat hai
Chumme ki baat hai
Allah bachaaye mujhe tere waar se
Credits
Writer(s): Himesh Vipin Reshammiya, Ashok Sheopuri
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.