Doli

Doli, ho, doli
Ho, doli, doli, ho, doli

Jab-jab guzari too is dagar se
Bichhada koyi hamjolee

Doli, ho, doli
Ho, doli, doli, ho, doli

(midli ladli, baba saaree pyaaree)
(chhod pier yene chaali)
(midli ladli, baba saaree pyaaree)
(chhod pier yene chaali)

Too kya jaane, kaun suhagan
Too kya jaane, kaun suhagan
Too kya jaane, kaun abhaagan
Jo baithaa bas usko utayaa
Apanae raste ho lee

Doli, ho, doli
Ho, doli, doli, ho, doli

Ek aangan, too phulava baante
Ek aangan, bikharaye kaante
Tere aage-peechhe dukh-sukh khele aankh-micholi

Doli, ho, doli
Ho, doli, doli, ho, doli

(laldi, baba saaree pyaaree)
(chhod pier ye chaali)

Jag mein aisa kyun hota hai?
Ik hansataa hai, ik rota hai
Tujhse kitni baar ye poocha
Too ik baar naa bolee

Doli, ho, doli

Jab-jab guzari too is dagar se
Bichhada koyi hamjolee

Doli, ho, doli
Doli, ho, doli



Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Kudalkar Laxmikant, Pyarelal Ramprasad Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link