Dard To Rukne Ka Ab Naam Nahin Leta (Male Version)

Dard to rukne ka
Ab naam nahi leta hai
Dard to rukne ka
Ab naam nahi leta hai
Sabar se dil bhi mera
Sabar se dil bhi mera,
Kam nahi leta hai
Dard to rukne ka
Ab naam nahi leta hai
Dard to rukne ka

Jabse bakhse hai
Meri ankho ko ansu tune
Jabse bakhse hai
Meri ankho ko ansu tune
Tabse diwana dil tabse
Deewana dil aram nahi leta hai
Sabar se dil bhi
Mera sabar se dil bhi mera,
Kam nahi leta hai
Dard to rukne ka
Ab naam nahi leta hai
Dard to rukne ka

Itna sangdil hai ke
Barbad wo karke mujhko
Itna sangdil hai ke
Barbad wo karke mujhko
Apne sar koi bhi,
Apne sar koi bhi
Ilzam nahi lete hai
Sabar se dil bhi
Mera sabar se dil bhi mera,
Kam nahi leta hai
Dard to rukne ka
Ab naam nahi leta hai
Dard to rukne ka

Ye inayat bhi nahi
Kam mere hazayi ki
Ye inayat bhi nahi
Kam mere hazayi ki
Jakham deta hai magar,
Zakham deta hai magar
Dam nahi leta hai
Sabar se dil bhi
Mera sabar se dil bhi mera,
Kam nahi leta hai
Dard to rukne ka
Ab naam nahi leta hai
Dard to rukne ka
Dard to rukne ka
Dard to rukne ka



Credits
Writer(s): Nikhil-vinay, Madan Pal, Anwar, Sadiq, Ishrat, Payam Saeedi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link