Na Jaane Kya Hai Tumse Waasta
Na jaane kya hai tumse waasta
Pehra tera ye nigaahon pe chaaya
Main chal diya hoon tere peeche banke saaya
Pakeezgi hai adaaon mein teri
Chaukhat pe teri main dil rakh aaya
Ab tu thaame ya chhode
Ab tu jode ya tode
Dil mera mujhse bole
Koi toh hai tumse raabta
Na jaane kya hai tumse waasta
Tu paas aa doon bataa
Tere sang mujhe khwabon ko sajaana hai
Dil bezubaan keh raha
Tere waaste huaa ye aashiqana hai
Tere chehre se hat'ti nahi hai nazar
Ab betha hai mera bhi dil zidd par
Ab tu thaame ya chhode
Ab tu jode ya tode
Dil mera mujhse bole
Koi toh hai tumse raabta
Na jaane kya hai tumse wasta
Ab tu jahaan main wahaan
Teri galiyon mein mera to thikana hai
Mujhko lage aise jaise ki
Naata apna chand se bhi zyaada purana hai
Bin tere saanse meri mujhse khafa
Kar de tu karam hothon se keh de haan
Ab tu thaame ya chhode
Ab tu jode yaa tode
Dil mera mujhse bole
Koi toh hai tumse raabta
Na jaane kya hai tumse waasta
Pehra tera ye nigaahon pe chaaya
Main chal diya hoon tere peeche banke saaya
Pakeezgi hai adaaon mein teri
Chaukhat pe teri main dil rakh aaya
Ab tu thaame ya chhode
Ab tu jode ya tode
Dil mera mujhse bole
Koi toh hai tumse raabta
Na jaane kya hai tumse waasta
Tu paas aa doon bataa
Tere sang mujhe khwabon ko sajaana hai
Dil bezubaan keh raha
Tere waaste huaa ye aashiqana hai
Tere chehre se hat'ti nahi hai nazar
Ab betha hai mera bhi dil zidd par
Ab tu thaame ya chhode
Ab tu jode ya tode
Dil mera mujhse bole
Koi toh hai tumse raabta
Na jaane kya hai tumse wasta
Ab tu jahaan main wahaan
Teri galiyon mein mera to thikana hai
Mujhko lage aise jaise ki
Naata apna chand se bhi zyaada purana hai
Bin tere saanse meri mujhse khafa
Kar de tu karam hothon se keh de haan
Ab tu thaame ya chhode
Ab tu jode yaa tode
Dil mera mujhse bole
Koi toh hai tumse raabta
Na jaane kya hai tumse waasta
Credits
Writer(s): Devang Dholakia, Sanjeev Chandrabhan Chaturvedi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.