Tu Zaroori - Male
Aisa laga mujhe pehli dafa
Tanha main ho gaya, yaara
Ho-oh, aisa laga mujhe pehli dafa
Tanha main ho gaya, yaara
Hoon pareshan sa main ab ye kehne ke liye
Tu zaroori sa hai mujhko zinda rehne ke liye
Hmm, tu zaroori (tu zaroori) sa hai mujhko (sa hai mujhko)
Zinda rehne ke liye (zinda rehne ke liye)

Whoa, tu zaroori (tu zaroori) sa hai mujhko (sa hai mujhko)

Dhadke aankhon mein dil mera
Jab qareeb aaun tere
Dekhun main jab bhi aaina
Haan, tu hi roo-ba-roo rahe mere
Ishq ki mauj mein aa, aaja behne ke liye
Tu zaroori (tu zaroori) sa hai mujhko zinda rehne ke liye
Haan, tu zaroori (tu zaroori) sa hai mujhko (sa hai mujhko)

Tu zaroori
Maangun na koi aasmaan
Doon sitaaron ka jahan
Ban ja tu mera humsafar
Na mujhe chahiye koi makaan
Dil hi kaafi hai tera mere rehne ke liye

Credits
Writer(s): Sharib Sabri, Toshi Sabri, Shakeel Azmi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.