Tere Mast Mast Do Nain (Duet) [From "Dabangg"]
Taakte rehte tujhko saanjh savere
Nainon mein haye
Nainon mein haye
Taakte rehte tujhko saanjh savere
Nainon mein bansiya jaise nain yeh tere
Nainon mein bansiya jaise nain yeh tere
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Pehle pehal tujhe dekha toh dil mera dhadka haye dhadka dhadka haye
Pehle pehal tujhe dekha toh dil mera dhadka haye dhadka dhadka haye
Jal jal utha hoon main shola jo pyaar ka, bhadka haye bhadka bhadka haye
Neendhon mein gul gaye hain sapne jo tere
Badle se lag rahe hain andaaz mere
Badle se lag rahe hain andaaz mere
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Tujhse shuru huyi, tujhpe hi khatam ho duniya meri, duniya duniya meri
Tujhse shuru huyi, tujhpe hi khatam ho duniya meri, duniya duniya meri
Yeh baat dil mein thi, nainon ne bol di, main hoon teri, main hoon main hoon teri
Tujhko hi yaad kar ke aanhein baroon main
Milke bhi mil na paun ab kya karoon main

Credits
Writer(s): Faaiz Anwar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Balma (From "Khiladi 786")
- Thumka (From "Mumbai Mirror")
- Dagabaaz Re (From "Dabangg 2")
- Mahek Bhi (From "Aiyyaa")
- Go Go Govinda (From "Oh My God")
- Teri Meri (From "Bodyguard")
- Ooh La La (From "The Dirty Picture")
- Naina Re Tu Hi (From "Dangerous Ishhq")
- Abhi Abhi (Duet) [From "J**m 2"]
- Chalao Na Naino Se (From "Bol Bachchan")
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.