Tujhi Mein (From "Crook")
Tujhi mein dhoondhun kuch der jeene ka aasra
Tujhi se poochhun khud se hi milne ka raasta
Tujhi mein dhoondhun kuch der jeene ka aasra
Tujhi se poochhun khud se hi milne ka raasta
Mujhe teri panahein milein
Rehne ko teri baahein milein
Jaana hai kahan tere siva?
Whoa-oh, oh-oh
Mujhe teri panahein milein
Rehne ko teri baahein milein
Jaana hai kahan, haan, tere siva?
Whoa-oh, oh-oh-ho
Tune diye din mujhe (din mujhe) raat mein (raat mein), haan
Saansein chali ab tere saath mein (ab tere saath mein)
Mehsoos karne laga apni qismat tere haath mein
Khizaon mein hain mausam khile
Labon se gaye saare gile
Jaana hai kahan tere siva?
Whoa-oh, oh-oh
Mujhe teri panahein milein
Rehne ko teri baahein milein
Jaana hai kahan tere siva?
Whoa-oh, oh-oh-ho
Jab maine paaya tujhe (paaya tujhe), kho diya (kho diya)
Dil aansuon ke bina (ke bina) ro diya (ro diya)
Kyun khwaab aankhon mein aate hue door yoon ho gaya?
Ki tere bina jeena khale
Seene mein koi gham sa chale
Jaana hai kahan, haan, tere siva?
Whoa-oh, oh-oh
Mujhe teri panahein milein
Rehne ko teri baahein milein
Jaana hai kahan, haan, tere siva?
Whoa-oh, oh-oh-ho
Tujhi se poochhun khud se hi milne ka raasta
Tujhi mein dhoondhun kuch der jeene ka aasra
Tujhi se poochhun khud se hi milne ka raasta
Mujhe teri panahein milein
Rehne ko teri baahein milein
Jaana hai kahan tere siva?
Whoa-oh, oh-oh
Mujhe teri panahein milein
Rehne ko teri baahein milein
Jaana hai kahan, haan, tere siva?
Whoa-oh, oh-oh-ho
Tune diye din mujhe (din mujhe) raat mein (raat mein), haan
Saansein chali ab tere saath mein (ab tere saath mein)
Mehsoos karne laga apni qismat tere haath mein
Khizaon mein hain mausam khile
Labon se gaye saare gile
Jaana hai kahan tere siva?
Whoa-oh, oh-oh
Mujhe teri panahein milein
Rehne ko teri baahein milein
Jaana hai kahan tere siva?
Whoa-oh, oh-oh-ho
Jab maine paaya tujhe (paaya tujhe), kho diya (kho diya)
Dil aansuon ke bina (ke bina) ro diya (ro diya)
Kyun khwaab aankhon mein aate hue door yoon ho gaya?
Ki tere bina jeena khale
Seene mein koi gham sa chale
Jaana hai kahan, haan, tere siva?
Whoa-oh, oh-oh
Mujhe teri panahein milein
Rehne ko teri baahein milein
Jaana hai kahan, haan, tere siva?
Whoa-oh, oh-oh-ho
Credits
Writer(s): Pritam Chakraborty, Rakesh Kumar Pal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Zara Sa (From "Jannat")
- Tujhe Sochta Hoon (From "Jannat 2")
- Alvida (From "Life in a Metro")
- O Meri Jaan (From "Life in a Metro")
- Haan Tu Hain (From "Jannat")
- Dil Ibaadat (From "Tum Mile")
- O Meri Jaan (From "Tum Mile")
- Tujhi Mein (From "Crook")
- Jannatein Kahan (From "Jannat 2")
- Mere Bina (From "Crook") - Unplugged
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.