Jabse Dekha Hai (Female)
Jab Se Dekha Hai Tere Haath Ka Chand
Maine Dekha Nahi Raat Ka Chand
Oh Oh Jab Se Dekha Hai Tere Haath Ka Chand
Maine Dekha Nahi Raat Ka Chand
Dil Mera Kho Gaya Bekhabar Ho Gaya
Dil Mera Kho Gaya Bekhabar Ho Gaya
Kaisa Tha Pehli Mulakat Ka Chand
Jab Se Dekha Hai Tere Haath Ka Chand
Maine Dekha Nahi Raat Ka Chand
Khuli Khidki Se Hawa Jo Aaye
Teri Aanchal Ki Woh Khushboo Laaye
Chalaya Jadoo Yeh Tune Kaisa
Ke Haal Hai Mera Dewaano Jaisa
Aasman Juk Gaya Pal Wohi Ruk Gaya
Koyee Aahat Huvi To Dhadakne Laga Dil Mera
Oh Oh Jab Se Dekha Hai Tere Haath Ka Chand
Maine Dekha Nahi Raat Ka Chand
Oh Hamesha Mujh Ko Teri Yaad Aayi
Tujhe Hi Chahe Meri Tanhayi
Tujhe Main Socho Akele Pan Mein
Teri Dhadkan Hai Meri Dhadkan Mein
Raat Bhar Jaagti Yeh Dua Maangthi
Mere Mehboob Jaldi Se Ab Saamna Ho Tera
Oh Oh Jab Se Dekha Hai Tere Haath Ka Chand
Maine Dekha Nahi Raat Ka Chand
Dil Mera Kho Gaya Bekhabar Ho Gaya
Dil Mera Kho Gaya Bekhabar Ho Gaya
Kaisa Tha Pehli Mulakat Ka Chand
Jab Se Dekha Hai Tere Haath Ka Chand
Maine Dekha Nahi Raat Ka Chand
Maine Dekha Nahi Raat Ka Chand
Oh Oh Jab Se Dekha Hai Tere Haath Ka Chand
Maine Dekha Nahi Raat Ka Chand
Dil Mera Kho Gaya Bekhabar Ho Gaya
Dil Mera Kho Gaya Bekhabar Ho Gaya
Kaisa Tha Pehli Mulakat Ka Chand
Jab Se Dekha Hai Tere Haath Ka Chand
Maine Dekha Nahi Raat Ka Chand
Khuli Khidki Se Hawa Jo Aaye
Teri Aanchal Ki Woh Khushboo Laaye
Chalaya Jadoo Yeh Tune Kaisa
Ke Haal Hai Mera Dewaano Jaisa
Aasman Juk Gaya Pal Wohi Ruk Gaya
Koyee Aahat Huvi To Dhadakne Laga Dil Mera
Oh Oh Jab Se Dekha Hai Tere Haath Ka Chand
Maine Dekha Nahi Raat Ka Chand
Oh Hamesha Mujh Ko Teri Yaad Aayi
Tujhe Hi Chahe Meri Tanhayi
Tujhe Main Socho Akele Pan Mein
Teri Dhadkan Hai Meri Dhadkan Mein
Raat Bhar Jaagti Yeh Dua Maangthi
Mere Mehboob Jaldi Se Ab Saamna Ho Tera
Oh Oh Jab Se Dekha Hai Tere Haath Ka Chand
Maine Dekha Nahi Raat Ka Chand
Dil Mera Kho Gaya Bekhabar Ho Gaya
Dil Mera Kho Gaya Bekhabar Ho Gaya
Kaisa Tha Pehli Mulakat Ka Chand
Jab Se Dekha Hai Tere Haath Ka Chand
Maine Dekha Nahi Raat Ka Chand
Credits
Writer(s): Sameer Anjaan, Anu Malik
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.