Chikni Chameli (From "Agneepath")

Bichchhu mere naina, badi zehreeli akh maarein
Kamsin kamariya saali, ikk thumke se lakh maare
Haaye, bichchhu meree naina, badi zehreeli akh maarein
Kamsin kamariya saali, ikk thumke se

Note hazaron ke khulla chhutta karane aayi
Husn ki teeli se beedi-chilam jalane aayi

Aayi Chikni Chameli, chhup ke akeli, paua chadha ke aayi
Aayi Chikni Chameli, chhup ke akeli, paua chadha ke aayi
Aayi Chikni Chameli, chhup ke akeli, paua chadha ke aayi
Aayi Chikni Chameli, chhup ke akeli, paua chadha ke aayi

Jungle mein aaj mangal karungi
Bhooke sheron se khelungi main
Makkhan jaisi hatheli pe jalte angaare le lungi main

Haaye, gehre paani ki machhli hoon, raja
Ghat-ghat dariya mein ghoomi hoon main
Teri nazron ki lehron se haar ke aaj doobi hoon main

Haaye, jaanleva jalwa hai, dekhne mein halwa hai
Jaanleva jalwa hai, dekhne mein halwa hai
Pyaar se paros dungi, toot le zara

Ye toh trailer hai, poori film dikhane aayi
Husn ki teeli se beedi-chilam jalane aayi

Aayi Chikni Chameli, chhup ke akeli, paua chadha ke aayi
Aayi Chikni Chameli, chhup ke akeli, paua chadha ke aayi
Aayi Chikni Chameli, chhup ke akeli, paua chadha ke aayi
Aayi Chikni Chameli, chhup ke akeli, paua chadha ke aayi

Hey, banjar basti mein aayi hai masti, aisa namkeen chehra tera
Meri neeyat pe chadh ke chhoote na, hai rang gehra tera
Joban ye mera kainchi hai, raja, saare pardon ko kaatungi main
Shaamein meri akeli hain, aaja, sang tere baatungi main

Haaye, baaton mein ishara hai, jismein khel saara hai
Baaton mein ishara hai, jismein khel saara hai
Tod ke tijoriyon ko loot le zara

Choom ke zakhmon pe thoda malham lagane aayi
Husn ki teeli se beedi-chilam jalane aayi

Aayi Chikni (Chikni-Chikni...), aayi
Aayi Chikni (Chikni-Chikni...), aayi
Aayi Chikni (Chameli), chhup ke (akeli), paua (chadha ke) aayi
Aayi Chikni Chameli, chhup ke akeli, paua chadha ke aayi

Haaye



Credits
Writer(s): Ajay Gogavale, Atul Gogavale, Amitabh Bhattacharya
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link