Tumse Milke Dil Ka (from Main Hoon Na)
Ishk jaise hai ik aandhee, ishk hai ik tufan
Ishk ke aage bebas hai, duneeya me har iljam
Ishk me sab diwane hain, ishk me sab hairan
Ishk me sab kuchh mushkil hai, ishk me sab aasan
Dekho pyare, yeh najare, yeh diwane, yeh parwane
Yeh ishk me kaise gum
Hay tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
Ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe
Tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
Ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe
(Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
Dhum tara dhum tara dhum ma
Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
Dhum tara dhum tara ham) - (2)
Dil toh ik rahee jana, dil kee tum manjil ho
Dil toh hai ik kashtee jana, jiska tum sahil ho
Dil na phir kuchh mange jana, tum agar hasil ho
Dil toh hai meraa tanha jana, aao toh mehfil ho
Ishk se hee saree khushiya, ishk hee barbadee
Ishk hai pabandee lekin, ishk hee ajadi
Ishk kee duneeya me yaro, khwab kee aabadee
Ho gaya woh jisko manjil, ishk yeh dikhladee

Dhum tara dhum tara ham
Tumko puja hai, tumharee hee ibadat kee hai
Hamne jab kee hai, toh phir aise mohabbat kee hai - (2)
Dil meraa pagal hai jana, isko tum behlado
Dil me kyun halchal hai jana, mujhko tum samjhado
Dil ka jo aanchal hai jana, isko tum lehrado
Julf jo badal hai jana, mujhpe tum barsado
Jana leke jaya hai, teraa yeh diwana
Jan tujhpe mit jayega, teraa yeh parwana
Jana mere dil me kya hai, tumne yeh na jana
Jana tujhko yad aayega, meraa yeh afsana

Credits
Writer(s): Javed Akhtar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Marjaani Marjaani (from Billu)
- Sajna Ve Sajna (from Chameli)
- Aaja Soniye (from Mujhse Shaadi Karogi)
- Akhiyan Na Maar - Remix (from Ek Khiladi Ek Haseena)
- Move Your Body (from Johnny Gaddaar)
- Sajanji Vaari Vaari (from Honeymoon Travels Pvt. Ltd.)
- Tumse Milke Dil Ka (from Main Hoon Na)
- Mere Dholna (from Bhool Bhulaiyya)
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.