Kabhi Kabhi Mere Dil Mein - From "Kabhi Kabhie"

Kabhi-kabhi mere dil mein khyaal aathaa hai

Ki jaise tujh ko banaaya gaya hai mere liye

Too ab se pehle sitaron mein bas rahee thi kaheen

Tuje zameen pe bulaayaa gaya hai mere liye
Tuje zameen pe bulaayaa gaya hai mere liye

Kabhi-kabhi mere dil mein khyaal aathaa hai
Ki ye badan, ye nigaahen meri amaanat hai

Ye gesuon ki ghani chhanv hai meri khatir
Ye honth aur ye baahen meri amaanat hai
Ye honth aur ye baahen meri amaanat hai

Kabhi-kabhi mere dil mein khyaal aathaa hai
Ki jaise bajati hain shehanaiyaan see raahoon mein

Suhagaraat hai, ghunghat utaa raha hoon main

Simat rahee hai too sharmaa ke apanee banhon mein
Simat rahee hai too sharmaa ke apanee banhon mein

Kabhi-kabhi mere dil mein khyaal aathaa hai
Ki jaise too muje chaahegi umr-bhar yoon hee
Uthegi meri taraf pyaar kee nazar yoon hee
Main jaanata hoon ki too gair hai, magar yoon hee
Main jaanata hoon ki too gair hai, magar yoon hee

Kabhi-kabhi mere dil mein khyaal aathaa hai
Kabhi-kabhi mere dil mein khyaal aathaa hai

Credits
Writer(s): Khayyam, Sahir Ludhiyanvi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link