Tune Abhi Dekha Nahin - From "Do Aur Do Paanch"

Tune abhee dekha nahin, dekha hai to jaanaa nahin
Jaanaa hai to maanaa nahin, muje pahachaanaa nahin
Duniyaa deewaanii meri, mere peechhe-peechhe bhaago
Kismen hai dam yahaan tehre jo mere aage?
Mere aage aanaa nahin, dekho takaraana nahin
Kisi se bhee haare nahin hum

Jo sochen, jo chaahein, vo karke dikhaa den
Hum vo hain jo do aur do paanch bana den

Are, tune abhee dekha nahin, dekha hai to jaanaa nahin...

Hum aate-jaate raahoon mein kab, kaise, kya gul khilaaen
Jo ulajhein, vo samajhen, hum kya kamaal kar jaaen
(hum aate-jaate raahoon mein kab, kaise, kya gul khilaaen)
(jo ulajhein, vo samajhen, hum kya kamaal kar jaaen)

Hey, phulon kee raahoon se kaanton ko hataa den
Hum vo hain jo do aur do paanch bana den
(jo sochen, jo chaahein, vo karke dikhaa den)
(hum vo hain jo do aur do paanch bana den)

Are, tune abhee dekha nahin, dekha hai to jaanaa nahin...

Hum aag lagaa den paani mein, pathar pe phool khilaaen
Bin mausam, bin baadal rimajhim saavan barasaayen
(hum aag lagaa den paani mein, pathar pe phool khilaaen)
(bin mausam, bin baadal rimajhim saavan barasaayen)

Ho, purab ke sooraj ko pashchim se uga den
Hum vo hain jo do aur do paanch bana den
(jo sochen, jo chaahein, vo karke dikhaa den)
(hum vo hain jo do aur do paanch bana den)

Are, tune abhee dekha nahin, dekha hai to jaanaa nahin...

Jab hum manamaujee, mastaane masti ke saz bajaaen
To jhoomein ye dharti, vo chaand-sitaare gaayen
(jab hum manamaujee, mastaane masti ke saz bajaaen)
(to jhoomein ye dharti, vo chaand-sitaare gaayen)

Hey, hum naachein to yaaron ko saath nachaa den
Hum vo hain jo do aur do paanch bana den
(jo sochen, jo chaahein, vo karke dikhaa den)
(hum vo hain jo do aur do paanch bana den)

Tune abhee dekha nahin, dekha hai to jaanaa nahin
Jaanaa hai to maanaa nahin, muje pahachaanaa nahin
Duniyaa deewaanii meri, mere peechhe-peechhe bhaago
Kismen hai dam yahaan tehre jo mere aage?
Mere aage aanaa nahin, dekho takaraana nahin
Kisi se bhee haare nahin hum

Jo sochen, jo chaahein, vo karke dikhaa den
Hum vo hain jo do aur do paanch bana den

Credits
Writer(s): Anjaan, Nagrath Rajesh Roshan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link