Khumari Chaddh Ke Utar Gayi
khumari chad ke utar gayi
zindgi yuhi guzar gayi
khumari chad ke utar gayi
zindgi yuhi guzar gayi
kabhi sote sote kabhi jagte
khwabo ke pichhe yuhi bhagte
apni toh sari umar gayi.
apni toh sari umar gayi
khumari chad ke utar gayi
zindgi yuhi guzar gayi
rangi baharo ki khwahis rahi
hath magar kuchh aaya nahi
rangi baharo ki khwahis rahi
hath magar kuchh aaya nahi
kahne ko apne the sathi kayi
sath kisi ne nibhaya nahi
koi bhi hamsafar nahi...
koi bhi hamsafar nahi.
kho gayi har dagar kahin.
kabhi sote sote kabhi jagte
khwabo ke pichhe yuhi bhagte
apni toh sari umar gayi.
apni toh sari umar gayi
khumari chad ke utar gayi
zindgi yuhi guzar gayi.
logo ko aksar dekha hai
ghar ke liye rote huye
logo ko aksar dekha hai
ghar ke liye rote huye...
hum toh magar be ghar hi rahe
ghar walo ke hote huye.
ghar walo ke hote huye
aaya apna nazar nahin
aaya apna nazar nahin...
apni jaha tak nazar gayi
kabhi sote sote kabhi jagte
khwabo ke pichhe yuhi bhagte
apni toh sari umar gayi.
apni toh sari umar gayi
khumari chad ke utar gayi
zindgi yuhi guzar gayi
pehle toh hum sun lete the
shor me bhi shehnaeeya...
pehle toh hum sun lete the
shor me bhi shehnaeeya...
ab toh humko lagti hain
bhid me bhi tanhayeeya...
jeene ki hasrat kidhar gayiee
jeene ki hasrat kidhar gayi.
dil ki kali bhikhar gayi.
kabhi sote sote kabhi jagte
khwabo ke pichhe yuhi bhagte
apni toh sari umar gayi.
apni toh sari umar gayi
khumari chad ke utar gayi
zindgi yuhi guzar gayi
yu yu hun hun hu
yunhh hhh oy ouh .
zindgi yuhi guzar gayi
khumari chad ke utar gayi
zindgi yuhi guzar gayi
kabhi sote sote kabhi jagte
khwabo ke pichhe yuhi bhagte
apni toh sari umar gayi.
apni toh sari umar gayi
khumari chad ke utar gayi
zindgi yuhi guzar gayi
rangi baharo ki khwahis rahi
hath magar kuchh aaya nahi
rangi baharo ki khwahis rahi
hath magar kuchh aaya nahi
kahne ko apne the sathi kayi
sath kisi ne nibhaya nahi
koi bhi hamsafar nahi...
koi bhi hamsafar nahi.
kho gayi har dagar kahin.
kabhi sote sote kabhi jagte
khwabo ke pichhe yuhi bhagte
apni toh sari umar gayi.
apni toh sari umar gayi
khumari chad ke utar gayi
zindgi yuhi guzar gayi.
logo ko aksar dekha hai
ghar ke liye rote huye
logo ko aksar dekha hai
ghar ke liye rote huye...
hum toh magar be ghar hi rahe
ghar walo ke hote huye.
ghar walo ke hote huye
aaya apna nazar nahin
aaya apna nazar nahin...
apni jaha tak nazar gayi
kabhi sote sote kabhi jagte
khwabo ke pichhe yuhi bhagte
apni toh sari umar gayi.
apni toh sari umar gayi
khumari chad ke utar gayi
zindgi yuhi guzar gayi
pehle toh hum sun lete the
shor me bhi shehnaeeya...
pehle toh hum sun lete the
shor me bhi shehnaeeya...
ab toh humko lagti hain
bhid me bhi tanhayeeya...
jeene ki hasrat kidhar gayiee
jeene ki hasrat kidhar gayi.
dil ki kali bhikhar gayi.
kabhi sote sote kabhi jagte
khwabo ke pichhe yuhi bhagte
apni toh sari umar gayi.
apni toh sari umar gayi
khumari chad ke utar gayi
zindgi yuhi guzar gayi
yu yu hun hun hu
yunhh hhh oy ouh .
Credits
Writer(s): Shameer Tandon, Shaily Shailender
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Khumari Chaddh Ke Utar Gayi
- Akele Mein Hum To
- Aankhon Mein Tum Hotthon Mein Tum
- Duniyawalon Ko Nahi Kuch Bhi Khabar
- Bechein Sansey
- Piya
All Album Tracks: Umar (Original Motion Picture Soundtrack) >
Altri album
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.