Mein Noker Hon Sahaba

Noor wo Sarkaar se haasil kiya ashaab ne
Noor wo Sarkaar se haasil kiya ashaab ne
Saari duniya ko munavvar kar diya ashaab ne

Noor wo Sarkaar se haasil kiya ashaab ne
Noor wo Sarkaar se haasil kiya ashaab ne
Saari duniya ko munavvar kar diya ashaab ne

Main naukar hoon sahaaba da
Main naukar hoon sahaaba da
Main khaadim hoon sahaaba da
Main naukar hoon sahaaba da
Main khaadim hoon sahaaba da

Apni jaan par khel kar is ahad ki takmeel ki
Apni jaan par khel kar is ahad ki takmeel ki
Ahad jo Sarkaar-e-aali se kiya ashaab ne

Main naukar hoon sahaaba da
Main naukar hoon sahaaba da
Main khaadim hoon sahaaba da
Main naukar hoon sahaaba da
Main khaadim hoon sahaaba da

Saari duniya mein use phaila diya khushboo ki misal
Saari duniya mein use phaila diya khushboo ki misal
Dars jo Aaqa se ulfat ka liya ashaab ne

Main naukar hoon sahaaba da
Main naukar hoon sahaaba da
Main khaadim hoon sahaaba da
Main naukar hoon sahaaba da
Main khaadim hoon sahaaba da

Khvaab mein bhi baadshaahon ko na haasil ho saki
Khvaab mein bhi baadshaahon ko na haasil ho saki
Aisi ki qadar-e-Imaam-ul-ambiyaa ashaab ne

Main naukar hoon sahaaba da
Main naukar hoon sahaaba da
Main khaadim hoon sahaaba da
Main naukar hoon sahaaba da
Main khaadim hoon sahaaba da

Ishq ke toofaan ka tha paasbaan hadd-e-adab
Ishq ke toofaan ka tha paasbaan hadd-e-adab
Pesh-e-Aaqa apne honton ko siya ashaab ne

Main naukar hoon sahaaba da
Main naukar hoon sahaaba da
Main khaadim hoon sahaaba da
Main naukar hoon sahaaba da
Main khaadim hoon sahaaba da

Chashm se chashme huye jaari Khuda ke deen ke
Chashm se chashme huye jaari Khuda ke deen ke
Is tarah chashm-e-mubaarak se piya ashaab ne

Main naukar hoon sahaaba da
Main naukar hoon sahaaba da
Main khaadim hoon sahaaba da
Main naukar hoon sahaaba da
Main khaadim hoon sahaaba da

Noor wo Sarkaar se haasil kiya ashaab ne
Noor wo Sarkaar se haasil kiya ashaab ne
Saari duniya ko munavvar...
Saari duniya ko munavvar kar diya ashaab ne

Main naukar hoon sahaaba da
Main naukar hoon sahaaba da
Main khaadim hoon sahaaba da
Main naukar hoon sahaaba da
Main khaadim hoon sahaaba da

Main naukar hoon sahaaba da
Main naukar hoon sahaaba da
Main khaadim hoon sahaaba da
Main naukar hoon sahaaba da
Main khaadim hoon sahaaba da



Credits
Writer(s): Hafiz Abdul, Hafiz Abdul Qadir, Nadeem
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link