Chhodo Kal Ki Baatein (From Hum Hindustani)
Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani
Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani
Hum hindustani, hum hindustani - 2
Aaj puraani zanjeeron ko tod chuke hain
Kya dekhe us manzil ko jo chhod chuke hain
Chaand ke dar pe jaa pahuncha hai aaj zamaana
Naye jagat se hum bhi naata jod chuke hain
Naya khoon hai, nayi umangein, ab hai nayi jawaani
Hum hindustani
Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani
Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani
Hum hindustani, hum hindustani
Aao mehnat ko apna imaan banaaye
Apne haathon ko apna bhagwaan banaaye
Ram ki is dharti ko gautam ki bhoomi ko
Sapnon se bhi pyaara hindustan banaaye
Naya khoon hai, nayi umangein, ab hai nayi jawaani
Hum hindustani
Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani
Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani
Hum hindustani, hum hindustani
Har zarra hai moti, aankh uthaakar dekho
Maati mein sona hai, haath badhaakar dekho
Sone ki yeh ganga hai, chaandi ki yamuna
Chaaho to patthar pe dhaan ugaakar dekho

Credits
Writer(s): Sameer Singh, Usha Khanna, Prem Dhawan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Baharon Tham Lo Ab Dil Namaste Jee (From Namaste Ji)
- Phoolon Ke Rang Se (From Prem Pujari)
- Chhodo Kal Ki Baatein (From Hum Hindustani)
- Deewana Mastana Hua Dil (From Bambai Ka Babu)
- Kahin Karti Hogi (From Phir Kab)
- Na Kisi Ki Aankh Ka (From Laal Quila)
- Barsaat Mein (From Barsaat)
- Kabhi Kabhi Kabhi Kabhi Mere Dil Main (From Kabhi Kabhi)
- Jai Jai Shiv Shankar (Aap Ki Kasam) (From Aap Ki Kasam)
- Chali Kaunse Des (From Boot Polish)
All Album Tracks: Bollywood Bollywood Bollywood, Volume 15 >
Altri album
- Dheere Dheere Bol (Brazilian Funk Mix) - Single
- Kya Khoob Lagti Ho (Melodic Techno) - Single
- Vidiyatha Kaalaiyel - Thamizhagam Ezhugirathu
- Sankaran Sagaran
- Dost Dost Na Raha (Lofi) - Single
- Jis Gali Mein Tera Ghar (Lofi) - Single
- Suhana Safar Aur Yeh Mausam (Chillhop) - Single
- Maine Tere Liye (Lofi) - Single
- Dil Tadap Tadap Ke (LoFi Flip) - Single
- Chandi Ki Deewar (Million Jhankar Beats) - Single
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.