In Ankhon Ki Masti (Umrao Jaan) (From Umrao Jaan)
In aankhon ki masti ke, aah aah aah aah
In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
Mastaane hazaaron hain
In aankhon se vaabasta
In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain
Afsaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke
Ek tum hi nahin tanha, aah aah
Ek tum hi nahin tanha ulfat mein meri rusva
Ulfat mein meri rusva
Is shaher mein tum jaise
Is shaher mein tum jaise deewaane hazaaron hain
Deewaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke, aah aah aah
Ek sirf humi mai ko, ek sirf humi
Ek sirf humi mai ko aankhon se pilaate hain
Aankhon se pilaate hain
Kehne ko to duniya mein
Kehne ko to duniya mein maikhaane hazaaron hain
Maikhaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke
Is shamm-e-faroza ko, aah aah
Is shamm-e-faroza ko aandhi se darraate ho
Aandhi se darraate ho
Is shamm-e-faroza ke
Is shamm-e-faroza ke parvaane hazaaron hain
Parvaane hazaaron hain

Credits
Writer(s): Khaiyyam
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Hum Ko To Yaara Teri Yaari (From Hum Kisise Kum Naheen)
- Deewana Hua Badal (From Kashmir Ki Kali)
- Dadi Amma Dadi Amma Maan Jao (From Dadi Amma Dadi Ammma)
- Jaanu Jaanu Ri (From Insaan Jaag Utha)
- In Ankhon Ki Masti (Umrao Jaan) (From Umrao Jaan)
- Dekhne Mein Bhola Hai (From Bambai Ka Babu)
- Bhanwra Bada Nadaan (From Sahib Bibi Aur Ghulam)
- Chhod Do Aanchal (From Paying guest)
- De Di Hamein Aazaadi (From Jagriti)
- Do Dil Dhadak Rahe Hain (From Insaaf)
All Album Tracks: Double Gold: Asha Bhosle & Lata Mangeshkar (Bollywood Edition) >
Altri album
- O Mere Sona Re Sona (Upbeat Remix) - Single
- O Saathi Re (Lofi) - Single
- Isharon Isharon (Chill Hip Hop Mix) - Single
- In Ankhon Ki Masti X Aa Jaane Jaan - Single
- Gun Guna Rahe Hai Bhanvare (Chillhop) - Single
- Intaha Ho Gai Intezar Ki (Dizzy Lofi) - Single
- Reshmachya Reghani (Dubstep Mix) - Single
- Ae Dilwalo Pyar Na Karna (Million Jhankar Beats) - Single
- Chura Liya Hai Tumne Jo (Super Jhankar Beats) - Single
- Parde Mein Rahne Do (Hip Hop Remix) - Single
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.