Kiya Hai Pyar Jise Humne
Kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah

Wo aashna bhi mila humse ajnabi ki tarah

Kise khabar thi badhegi kuch aur tareeqi

Chupega wo kisi badli mein chandni ki tarah

Badha ke pyaas meri usne haath chod diya

Wo kar raha tha murawwat bhi dillagi ki tarah

Sitam to ye hai ke wo bhi na ban saka apna

Qabool humne kiye jiske gam khushi ki tarah

Kabhi na socha tha humne qateel uske liye

Karega hum pe sitam wo bhi har kisi ki tarah

Credits
Writer(s): Qateel Shifai, Ghulam Ali
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Kiya Hai Pyar Jise Humne
- Kaun Kehta Hai
- Ya Rab Gham-E-Hijran Mein
- Bohat Pehlay Se Un Qadmon Ki
- Rind Jo Mujhko
All Album Tracks: Concert - Jagjit Singh & Chitra Singh in Pakistan, 1979 Vol.3 >
Altri album
- Hum To Hain Pardes Mein ( Best of Jagjit & Chitra Singh Ghazals )

- Romantic Evening with Jagjit Singh
- Krishna Bhajans
- Hey Govinda Hey Gopala
- Shaam-e-Jagjit, Vol. 2
- Rubaroo - Live in Concert, Vol. 2
- Rubaroo - Live in Concert, Vol. 1
- Jagjit Ke Andaz
- Woh Kagaz Ki Kshti and Other Hits
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.