Ae Kash Tujhe Aisa
Ae Kash Tujhe Aisa Ik Zakhm-e-Judai Doon
jab tees koi chamke mein tujh ko dikhayi doon
haan mein ne tujhe chaaha inkaar nahi mujh ko
yeh jurm ko sabit hai, kya is ki safaii doon?

jis rooz kabhi tera deedar na ho paaye
mein apni he aankhon ko nabeena dikhai doon

maghroor hai tu kitna sirf aik sanam bun ker
tu chaahe to mein tujh ko tun mun ki khudai doon

tujh sa koi dil wala mehsoos karay mujh ko
mein geet nahi aisa jo sub ko sunayi doon

ik umar ke baad apne chit-chor ko pakra hai
mein kaise tujhe apni baahon se rihayi doon?

Credits
Writer(s): Nusrat Fateh Ali Khan, Farrukh Ali Khan, Qateel Shifaee
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Dil Nu Soch Wachar
- Aa Bhi Ja Rut Badal Jayegi
- Aadmi Aadmi Se Milta
- Aaj Milker Bhi In Se
- Aaj Rang Hai Ri Marang Hai
- Aaja Sajna Ve Chora
- Aavi Ja Sohnia Aavi Ja Sohnia
- Ab Daikh Ke Jee Ghabrata Hai
- Ae Kash Tujhe Aisa
- Aik Din Mahi De Ghar Jana
All Album Tracks: The Best of Nusrat Fateh Ali Khan, Vol. 1 >
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.