Na Sawaal Ban Ke Mila Karo
Na Sawal Banke Mila Karo Na Jawab Banke Mila Karo

Meri Zindagi Mere Khwaab Hain Mujhe Khwab Banke Mila Karo

Na Sawal Banke Mila Karo ...
Har Ek Shaam Ko Mere Dosto Na Azaab Banke Mila Karo

Mujhe Mehqadeh Mein Milo Agar To Sharab Banke Mila Karo
Na Sawal Banke Mila Karo...
Mujhe Achhe Log Bahut Mile Main To Unke Qarz Se Mar Gaya

Agar Ho Sake To Kabhi Kabhi To Kharab Banke Mila Karo
Na Sawal Banke Mila Karo...
Abhi Sochna Hai To Soch Lo Hamein, Abhi Chhorna Hai To Chhor Do
Abhi Sochna Hai To Soch Lo Hamein, Abhi Chhodna Hai To Chhod Do
Naye Mausamon Mein Milo Mujhe To Gulab Banke Mila Karo
Na Sawal Banke Mila Karo...
Na To Is Tarah Se Mila Karo Na To Us Tarahse Mila Karo

Haan Hazoor Banke Mila Karo
Haan Janaab Banke Mila Karo

Credits
Writer(s): Nusrat Fateh Ali Khan, Iftikhar Qaisar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Bewafa Se Bhi Pyar Hota Hai
- Dil Pe Zakham Khaate Hain
- Aisa Banana Sanwarna Mubarak Tumhein
- Tumhein Dillagi Bhool Jaani Padegi
- Aag Daman Mein Lag Jayegi
- Yeh Jo Halka Halka Suroor Hai
- Gham Hai Ya Khushi Hai Tu
- Dil Sulagta Raha Chandni Raat Mein
- Woh Hata Rahe Hain Parda
- Aaj Koi Baat Ho Gayi
All Album Tracks: Nusrat's 50 Best of Urdu Sufi and Qawwali Hits >
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.