Sun Ri Sakhi
sun ri sakhi, meri pyaari sakhi, ye dil kahin khoyaa hai meraa
jaane kahaaN ise bhool gayaa, nahin kuchh bhi hai mujhko pataa
teri paayal mein maine DhooNDh liyaa, tere qadmoN tale sajni
pyaar kiyaa to jaan gayaa, ye mushkil hai kitni
meri saaNsoN mein teraa pyaar basaa, aaNkhoN mein tumhi sajni
sun ri sakhi, meri pyaari sakhi, ye dil kahin khoyaa hai meraa
(huN huN huN) -2
ha: kaise tujhe izhaar karooN main haalat is dil ki
tan mein man mein is dhaDkan mein ho rahi halchal si
dekhe binaa tujhe lagti hai, ik yug si ek ghaDi
sab nazren jo dekh rahi, mere dil mein dahshat si
ye svarg hai yaa nark hai, mujhko hosh nahin
meri zindagi aur maut hai, ab haath mein tere hi.
sun ri sakhi, meri pyaari sakhi, ye dil kahin khoyaa hai meraa
(huN huN huN huN huN huN, huN) -3
ha: koyaliyaa tu kah de to tujhe geet sunaaooN main
naagmaNi teri naagin si zulfoN ko sanvaarooN main
chandramukhi tujhe neend nahin to lori sunaaooN main
ThanDi havaa nahin lag jaaye, tujhe chunaRi uDhaooN main
mere pyaar ki jo baat hai, kaanoN mein bataaooN main
tere qadmoN ke jo nishaan hai, yaadoN mein basaaooN main
sun ri sakhi, meri pyaari...

Credits
Writer(s): A.r. Rahman, P.k. Mishra
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Muqabala Muqabala
- Sun Ri Sakhi
- Patti Rap
- Phoolon Jaise Pyari Pyari.
- Gopala Gopala
- Sagar Se Milne.
- Premika Ne Pyar Se.
- Maine Bheja Hai Sandesh.
- Urvashi Urvashi
All Album Tracks: Hum Se Hai Muqabala (Kadalan) - Hindi Film >
Altri album
- Aayat e Ishq (From "Jashn -E- Ghazal)
- Sadugudu Adathey (EDM) - Single
- Gulmohar Malare (Cinematic Trap) - Single
- Oh Mane Mane Maane (Breezy Vibe) - Single
- Oru Murai Piranthen (Ambient Lofi) - Single
- Kandukonden Kandukonden (Reggae Mix) - Single
- Kandukonden Kandukonden (RnB Mix) - Single
- Thaaliye Thevaiyilla (RnB) - Single
- Pachai Nirame (Chill House) - Single
- Main Kahin Bhi Rahoon (Jhankar Beats) - Single
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.