Chalo Re Chalo
is se badh ke koi sheh bhi komal nahi
maa ke dil jaisa duniya mein koi dil nahi
maa ka dil... maa ka dil...
maa ke bhakt jano thaam ke dil suno
maa ke dil ki kahaani sunata hoon main
peeda dukh se ghiri bhar aasuon se bhari
sachchi mamata ke darshan karata hoon main...
dukhiya ek naari thi bhagya ki maari thi
sukh devi tha naam par sukh na mila
uske sindoor ko bindiya ke noor ko
haaye zaalim muqadaar ne cheen tha liya
ek noor-e-nazar pyaara lakthe jigar
uski mamta ki chaao mein palta raha
ma ki ungli pakad chalke idhar udhar
kabhi girta kabhi woh sambhalta rha
maa ko rehta tha darr koi lage na nazar.
kaala gaal pe teeka lagati thi woh
hoke bas pyaar ke mircho ko waar ke
jalte chulhe mein nis din girati thi woh
use aankhon se karti woh ojhal nahi.-2
maa ke dil jaisa duniya mein koi dil nahi
kapde see see ke woh aansu pee pee ke woh
apne bete pe khushiya lootati rahi
ab lakeebe basi karke maatha kashi
bhooki khud reh ke usko khiltai rahi-2
din guzarte rahe ro ro ke kat te rahe
kabhi bacche ko gum na tha karne diya
chaahe lachaar thi dukh se do chaar thi
saaya dukho ka uspe naa padne diya
mann mein tha hausla tha kal ko hoke bada
mere kadmo pe khushiyaan bicha dega yeh
achche din aayenge duur gum jaayenge
mere kaanto ko kaliyaan bana dega yeh
ambe maiyaa ke darr uska karne shukra
saath bete ke ek din jaaungi main
ghar mein aaye bahu pariyon si hubahu
maang mannat bhawani se aayungi main
duur mujhse meri ab toh mazil nahi-2
maa ke dil jaisa duniya mein koi dil nahi...
deke mata dulaar jaag kar beshumaar
roz sapne hi sapne sanjoti rahi
kabhi mooh chhomti
chaahe parde mein nis din hi roti rahi
maa ke dil jaisa duniya mein koi dil nahi
maa ka dil... maa ka dil...
maa ke bhakt jano thaam ke dil suno
maa ke dil ki kahaani sunata hoon main
peeda dukh se ghiri bhar aasuon se bhari
sachchi mamata ke darshan karata hoon main...
dukhiya ek naari thi bhagya ki maari thi
sukh devi tha naam par sukh na mila
uske sindoor ko bindiya ke noor ko
haaye zaalim muqadaar ne cheen tha liya
ek noor-e-nazar pyaara lakthe jigar
uski mamta ki chaao mein palta raha
ma ki ungli pakad chalke idhar udhar
kabhi girta kabhi woh sambhalta rha
maa ko rehta tha darr koi lage na nazar.
kaala gaal pe teeka lagati thi woh
hoke bas pyaar ke mircho ko waar ke
jalte chulhe mein nis din girati thi woh
use aankhon se karti woh ojhal nahi.-2
maa ke dil jaisa duniya mein koi dil nahi
kapde see see ke woh aansu pee pee ke woh
apne bete pe khushiya lootati rahi
ab lakeebe basi karke maatha kashi
bhooki khud reh ke usko khiltai rahi-2
din guzarte rahe ro ro ke kat te rahe
kabhi bacche ko gum na tha karne diya
chaahe lachaar thi dukh se do chaar thi
saaya dukho ka uspe naa padne diya
mann mein tha hausla tha kal ko hoke bada
mere kadmo pe khushiyaan bicha dega yeh
achche din aayenge duur gum jaayenge
mere kaanto ko kaliyaan bana dega yeh
ambe maiyaa ke darr uska karne shukra
saath bete ke ek din jaaungi main
ghar mein aaye bahu pariyon si hubahu
maang mannat bhawani se aayungi main
duur mujhse meri ab toh mazil nahi-2
maa ke dil jaisa duniya mein koi dil nahi...
deke mata dulaar jaag kar beshumaar
roz sapne hi sapne sanjoti rahi
kabhi mooh chhomti
chaahe parde mein nis din hi roti rahi
Credits
Writer(s): Surendra Kohli, Traditional
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.