Kabhi Kuchh Pal Jeevan Ke

Kabhi kuch pal jeevan ke
Lagtaa hai ki chalte-chalte
Kuch der thahar jaathe hain

Kabhi kuch pal jeevan ke
Lagtaa hai ki chalte-chalte
Kuch der thahar jaathe hain
Kabhi kuch pal jeevan ke

Har din kee halchal se aaj milee khaamoshi
Chalki hai tan-man mein pyaar bhari madhoshi
Badle-badle mausam ke muje rang nazar aathe hain

Kabhi kuch pal jeevan ke
Lagtaa hai ki chalte-chalte
Kuch der thahar jaathe hain
Kabhi kuch pal jeevan ke

Ye ghadiyaan fursat kee rose kahaan miltee hain
Ab khushiyaan haath mera thaame hue chalatee hain
Mere saath gagan, ye dharti, mera geet madhur gaate hain

Kabhi kuch pal jeevan ke
Lagtaa hai ki chalte-chalte
Kuch der thahar jaathe hain
Kabhi kuch pal jeevan ke

Kithna bhalaa lagtaa hai, sooraj ka ye dhalanaa
O, duniyaa se door chhup ke yahaan tera-mera yoon milana
Kabhi-kabhi diwanepan kee, hum had se guzar jaathe hain

Kabhi kuch pal jeevan ke
Lagtaa hai ki chalte-chalte
Kuch der thahar jaathe hain
Kabhi kuch pal jeevan ke



Credits
Writer(s): Rahul Dev Burman, Yogesh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link