Pate Ki Baat Kahega

Pate kee baath kahega, kahega jab bhee deewaanaa

Meri soorat pe naa jaanaa, meri soorat pe naa jaanaa

Vahaan kuch der hai, pyaare, nahin andher hai, pyaare
Jo tujko naa dikhaai de, nazar ka pher hai, pyaare

Nazar ka pher hai, pyaare
Too bahekaave mein naa aanaa, hai uska saba jag jaanaa
Meri soorat pe naa jaanaa, meri soorat pe naa jaanaa
Pate kee baath kahega, kahega jab bhee deewaanaa

Chaar ke aath too kar le, aath ke 60 too kar le
Rahegaa phir bhee ye khaali, pet ko lakh too bhar le

Pet ko lakh too bhar le
Sikh le man ko manaanaa, sabar se kaam chalaanaa
Meri soorat pe naa jaanaa, meri soorat pe naa jaanaa
Pate kee baath kahega, kahega jab bhee deewaanaa

Jo naa talwaar se hoga, vo pal mein pyaar se hoga
Naa kar paayenge jo lakhon, vo ek dildaar se hoga

Vo ek dildaar se hoga
Sabhee se pyaar nibhaanaa, hai apana chalan puraanaa
Meri soorat pe naa jaanaa, meri soorat pe naa jaanaa
Pate kee baath kahega, kahega jab bhee deewaanaa
Meri soorat pe naa jaanaa, meri soorat pe naa jaanaa

Pate kee baath kahega, kahega jab bhee deewaanaa
Pate kee baath kahega, kahega jab bhee deewaanaa
Pate kee baath kahega, kahega jab bhee deewaanaa
Pate kee baath kahega, kahega jab bhee deewaanaa

Credits
Writer(s): Jaikshan Shankar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link